UmanD Rahi Hain GhaTaen Ki Zulf Barham Hai, Urdu Ghazal By Nazeer Mohsin

UmanD Rahi Hain GhaTaen Ki Zulf Barham Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazeer Mohsin. UmanD Rahi Hain GhaTaen Ki Zulf Barham Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read UmanD Rahi Hain GhaTaen Ki Zulf Barham Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

امنڈ رہی ہیں گھٹائیں کہ زلف برہم ہے

نظیر محسن

امنڈ رہی ہیں گھٹائیں کہ زلف برہم ہے

چھلک رہا ہے جو خم ہے کہ آنکھ پر نم ہے

نشاط زیست میسر نہیں تو کیا شکوہ

مجھے حیات سے بڑھ کر حیات کا غم ہے

پھر آج گردش دوراں سے مات کھائی ہے

بساط دل ہی الٹ دو کہ حوصلہ کم ہے

ٹھہر نہ جائے کہیں نبض گردش دوراں

تری نگاہ کرم کا کچھ اور عالم ہے

نہ شور نغمہ نہ رقص سبو نہ خندۂ گل

چمن میں آج نگار چمن کا ماتم ہے

نظیر محسن

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

UmanD Rahi Hain GhaTaen Ki Zulf Barham Hai

Nazeer Mohsin

umanD rahi hain ghaTaen ki zulf barham hai
chhalak raha hai jo KHum hai ki aankh pur-nam hai

nashat-e-zist mayassar nahin to kya shikwa
mujhe hayat se baDh kar hayat ka gham hai

phir aaj gardish-e-dauran se mat khai hai
bisat-e-dil hi ulaT do ki hausla kam hai

Thahar na jae kahin nabz-e-gardish-e-dauran
teri nigah-e-karam ka kuchh aur aalam hai

na shor-e-naghma na raqs-e-subu na KHanda-e-gul
chaman mein aaj nigar-e-chaman ka matam hai

(354) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read UmanD Rahi Hain GhaTaen Ki Zulf Barham Hai written by Nazeer Mohsin at UrduPoint. UmanD Rahi Hain GhaTaen Ki Zulf Barham Hai is one of the masterpieces written by Nazeer Mohsin. You can also find the complete poetry collection of Nazeer Mohsin by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazeer Mohsin' above.

UmanD Rahi Hain GhaTaen Ki Zulf Barham Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like UmanD Rahi Hain GhaTaen Ki Zulf Barham Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.