Abhi NaKHl-e-dil Mein KhilawaT Bahut Hai, Urdu Ghazal By Nazeer Nadir

Abhi NaKHl-e-dil Mein KhilawaT Bahut Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazeer Nadir. Abhi NaKHl-e-dil Mein KhilawaT Bahut Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Abhi NaKHl-e-dil Mein KhilawaT Bahut Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ابھی نخل دل میں کھلاوٹ بہت ہے

نذیر نادر

ابھی نخل دل میں کھلاوٹ بہت ہے

مجھے اب بھی تم سے لگاوٹ بہت ہے

نہ سرخی نہ غازہ نہ کاجل نہ گجرا

تری سادگی میں سجاوٹ بہت ہے

کبھی فلم نگری سے مرعوب مت ہو

کہ اس میں مکمل بناوٹ بہت ہے

بڑی پرکشش گفتگو ہے زباں پر

مگر دل میں ان کے گراوٹ بہت ہے

نہ صحت بنے گی نہ طاقت ملے گی

دوا میں غذا میں ملاوٹ بہت ہے

یہ علم اور تحقیق کے مشغلوں میں

نہ محسوس ہوتی تھکاوٹ بہت ہے

پرائے ہی بڑھ کر مرے کام آئے

اب اپنوں میں نادرؔ رکاوٹ بہت ہے

نذیر نادر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Abhi NaKHl-e-dil Mein KhilawaT Bahut Hai

Nazeer Nadir

abhi naKHl-e-dil mein khilawaT bahut hai
mujhe ab bhi tum se lagawaT bahut hai

na surKHi na ghaza na kajal na gajra
teri sadgi mein sajawaT bahut hai

kabhi film-nagri se marub mat ho
ki is mein mukammal banawaT bahut hai

baDi purkashish guftugu hai zaban par
magar dil mein un ke girawaT bahut hai

na sehat banegi na taqat milegi
dawa mein ghiza mein milawaT bahut hai

ye ilm aur tahqiq ke mashghalon mein
na mahsus hoti thakawaT bahut hai

parae hi baDh kar mere kaam aae
ab apnon mein 'nadir' rukawaT bahut hai

(446) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Abhi NaKHl-e-dil Mein KhilawaT Bahut Hai written by Nazeer Nadir at UrduPoint. Abhi NaKHl-e-dil Mein KhilawaT Bahut Hai is one of the masterpieces written by Nazeer Nadir. You can also find the complete poetry collection of Nazeer Nadir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazeer Nadir' above.

Abhi NaKHl-e-dil Mein KhilawaT Bahut Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Abhi NaKHl-e-dil Mein KhilawaT Bahut Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.