Hijr Ki Shab Mein Bayan Kis Se Main Rudad Karun, Urdu Ghazal By Nazeer Rampuri

Hijr Ki Shab Mein Bayan Kis Se Main Rudad Karun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazeer Rampuri. Hijr Ki Shab Mein Bayan Kis Se Main Rudad Karun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hijr Ki Shab Mein Bayan Kis Se Main Rudad Karun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہجر کی شب میں بیاں کس سے میں روداد کروں

نظیر رامپوری

ہجر کی شب میں بیاں کس سے میں روداد کروں

ان کا پردہ بھی رکھوں اپنی بھی فریاد کروں

آہ و نالہ نہ کروں اور نہ فریاد کروں

سوچتا ہوں میں انہیں کس طرح اب یاد کروں

محفل غیر میں وہ مجھ کو ملیں تو اے دل

کس طرح ذکر ترا اے دل ناشاد کروں

ماسوا تیرے نظر میں کوئی جچتا ہی نہیں

خانۂ دل میں تجھے کیوں نہ میں آباد کروں

زخم ہی زخم محبت ہیں مرے دل میں اگر

سوچتا ہوں کہ بیاں کیسے یہ روداد کروں

دل ازل ہی سے ہے مائل جو حسینوں کی طرف

کیوں محبت کے گھروندوں کو میں برباد کروں

چرخ بے مہر سے کم تو بھی نہیں ہے ظالم

آشیاں کیسے حوالے ترے صیاد کروں

کیسی مشکل سی ہے مشکل یہ نہ پوچھوں مجھ سے

کس طرح ذہن پریشاں کو میں آزاد کروں

شب کی تنہائی میں اکثر یہی سوچا ہے نظیرؔ

یاد کر کر کے تجھے دل کو تو اب شاد کروں

نظیر رامپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hijr Ki Shab Mein Bayan Kis Se Main Rudad Karun

Nazeer Rampuri

hijr ki shab mein bayan kis se main rudad karun
un ka parda bhi rakhun apni bhi fariyaad karun

aah-o-nala na karun aur na fariyaad karun
sochta hun main unhen kis tarah ab yaad karun

mahfil-e-ghair mein wo mujh ko milen to ai dil
kis tarah zikr tera ai dil-e-nashad karun

ma-siwa tere nazar mein koi jachta hi nahin
KHana-e-dil mein tujhe kyun na main aabaad karun

zaKHm hi zaKHm mohabbat hain mere dil mein agar
sochta hun ki bayan kaise ye rudad karun

dil azal hi se hai mail jo hasinon ki taraf
kyun mohabbat ke gharondon ko main barbaad karun

charKH-e-be-mehr se kam tu bhi nahin hai zalim
aashiyan kaise hawale tere sayyaad karun

kaisi mushkil si hai mushkil ye na puchhun mujh se
kis tarah zehn-e-pareshan ko main aazad karun

shab ki tanhai mein aksar yahi socha hai 'nazir'
yaad kar kar ke tujhe dil ko to ab shad karun

(497) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hijr Ki Shab Mein Bayan Kis Se Main Rudad Karun written by Nazeer Rampuri at UrduPoint. Hijr Ki Shab Mein Bayan Kis Se Main Rudad Karun is one of the masterpieces written by Nazeer Rampuri. You can also find the complete poetry collection of Nazeer Rampuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazeer Rampuri' above.

Hijr Ki Shab Mein Bayan Kis Se Main Rudad Karun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hijr Ki Shab Mein Bayan Kis Se Main Rudad Karun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.