Badal Gai Hai Kuchh Aisi Hawa Zamane Ki, Urdu Ghazal By Nazeer Siddiqui

Badal Gai Hai Kuchh Aisi Hawa Zamane Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazeer Siddiqui. Badal Gai Hai Kuchh Aisi Hawa Zamane Ki comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Badal Gai Hai Kuchh Aisi Hawa Zamane Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بدل گئی ہے کچھ ایسی ہوا زمانے کی

نظیر صدیقی

بدل گئی ہے کچھ ایسی ہوا زمانے کی

کہ عام ہو گئی عادت نظر چرانے کی

یہ بات کاش سمجھتے سبھی چمن والے

چمن لٹا تو نہیں خیر آشیانے کی

انہیں خبر نہیں وہ خود بھی آزمائے گئے

جنہیں تھی فکر بہت مجھ کو آزمانے کی

کوئی کلی نہ رہی پھر بھی مسکرائے بغیر

سزا اگرچہ مقرر تھی مسکرانے کی

ہوا یہی کہ وہ تکمیل تک پہنچ نہ سکا

بہت لطیف تھی تمہید جس فسانے کی

اک آپ ہی پہ نہیں منحصر جناب نظیرؔ

بڑے بڑوں کو ہوا لگ گئی زمانے کی

نظیر صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Badal Gai Hai Kuchh Aisi Hawa Zamane Ki

Nazeer Siddiqui

badal gai hai kuchh aisi hawa zamane ki
ki aam ho gai aadat nazar churane ki

ye baat kash samajhte sabhi chaman wale
chaman luTa to nahin KHair aashiyane ki

unhen KHabar nahin wo KHud bhi aazmae gae
jinhen thi fikr bahut mujh ko aazmane ki

koi kali na rahi phir bhi muskurae baghair
saza agarche muqarrar thi muskurane ki

hua yahi ki wo takmil tak pahunch na saka
bahut latif thi tamhid jis fasane ki

ek aap hi pe nahin munhasir janab-e-'nazir'
baDe baDon ko hawa lag gai zamane ki

(509) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Badal Gai Hai Kuchh Aisi Hawa Zamane Ki written by Nazeer Siddiqui at UrduPoint. Badal Gai Hai Kuchh Aisi Hawa Zamane Ki is one of the masterpieces written by Nazeer Siddiqui. You can also find the complete poetry collection of Nazeer Siddiqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazeer Siddiqui' above.

Badal Gai Hai Kuchh Aisi Hawa Zamane Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like Badal Gai Hai Kuchh Aisi Hawa Zamane Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.