Ye Saliqa Bhi Hunar Mein Rakhna, Urdu Ghazal By Nazeer Tabassum

Ye Saliqa Bhi Hunar Mein Rakhna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazeer Tabassum. Ye Saliqa Bhi Hunar Mein Rakhna comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Saliqa Bhi Hunar Mein Rakhna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ سلیقہ بھی ہنر میں رکھنا

نذیر تبسم

یہ سلیقہ بھی ہنر میں رکھنا

روشنی راہ گزر میں رکھنا

یا تو خود میرے اثر میں رہنا

یا مجھے اپنے اثر میں رکھنا

مسئلہ غور طلب ہے اس میں

کچھ اندیشے بھی نظر میں رکھنا

کیا خبر وقت کہاں لے جائے

جانے والوں کو خبر میں رکھنا

دوستی جاہ طلب اور ہمیں

ایک تنکا بھی نہ گھر میں رکھنا

پر بریدہ بھی جو اڑنا چاہے

اس پرندے کو نظر میں رکھنا

نذیر تبسم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Saliqa Bhi Hunar Mein Rakhna

Nazeer Tabassum

ye saliqa bhi hunar mein rakhna
raushni rahguzar mein rakhna

ya to KHud mere asar mein rahna
ya mujhe apne asar mein rakhna

masala ghaur-talab hai us mein
kuchh andeshe bhi nazar mein rakhna

kya KHabar waqt kahan le jae
jaane walon ko KHabar mein rakhna

dosti jah-talab aur hamein
ek tinka bhi na ghar mein rakhna

par-burida bhi jo uDna chahe
us parinde ko nazar mein rakhna

(546) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Saliqa Bhi Hunar Mein Rakhna written by Nazeer Tabassum at UrduPoint. Ye Saliqa Bhi Hunar Mein Rakhna is one of the masterpieces written by Nazeer Tabassum. You can also find the complete poetry collection of Nazeer Tabassum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazeer Tabassum' above.

Ye Saliqa Bhi Hunar Mein Rakhna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Saliqa Bhi Hunar Mein Rakhna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.