Koi Nigah Se Aaya Guman Mein Phail Gaya, Urdu Ghazal By Nazim Ashraf

Koi Nigah Se Aaya Guman Mein Phail Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazim Ashraf. Koi Nigah Se Aaya Guman Mein Phail Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Koi Nigah Se Aaya Guman Mein Phail Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کوئی نگاہ سے آیا گماں میں پھیل گیا

ناظم اشرف

کوئی نگاہ سے آیا گماں میں پھیل گیا

بلا کا لطف مرے جسم و جاں میں پھیل گیا

فضول کام سمجھتا تھا شاعری کو مگر

یہ کاروبار تو سارے جہاں میں پھیل گیا

کسی سے تلخ کلامی کے ہم نہیں قائل

تمہارا زہر ہماری زباں میں پھیل گیا

تمہیں تو ایسے ترقی ملی یہاں جیسے

اٹھا زمیں سے دھواں آسماں میں پھیل گیا

ناظم اشرف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Koi Nigah Se Aaya Guman Mein Phail Gaya

Nazim Ashraf

koi nigah se aaya guman mein phail gaya
bala ka lutf mere jism-o-jaan mein phail gaya

fuzul kaam samajhta tha shairi ko magar
ye karobar to sare jahan mein phail gaya

kisi se talKH-kalami ke hum nahin qail
tumhaara zahr hamari zaban mein phail gaya

tumhein to aise taraqqi mili yahan jaise
uTha zamin se dhuan aasman mein phail gaya

(532) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Koi Nigah Se Aaya Guman Mein Phail Gaya written by Nazim Ashraf at UrduPoint. Koi Nigah Se Aaya Guman Mein Phail Gaya is one of the masterpieces written by Nazim Ashraf. You can also find the complete poetry collection of Nazim Ashraf by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazim Ashraf' above.

Koi Nigah Se Aaya Guman Mein Phail Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Koi Nigah Se Aaya Guman Mein Phail Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.