Mujhe Ye Sun Ke Hairani Bahut Hai, Urdu Ghazal By Nazim Ashraf

Mujhe Ye Sun Ke Hairani Bahut Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazim Ashraf. Mujhe Ye Sun Ke Hairani Bahut Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mujhe Ye Sun Ke Hairani Bahut Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجھے یہ سن کے حیرانی بہت ہے

ناظم اشرف

مجھے یہ سن کے حیرانی بہت ہے

تمہاری آنکھ میں پانی بہت ہے

ترے دل پہ حکومت چاہتا ہوں

مجھے اتنی ہی سلطانی بہت ہے

مجھے اپنا مخالف مانتا ہے

مرے بیٹے میں نادانی بہت ہے

کسی کے سامنے حاجت تو رکھ دیں

مگر اس میں پشیمانی بہت ہے

الٰہی اس مرض سے دور رکھنا

محبت میں پریشانی بہت ہے

مری بربادیوں میں ناظمؔ اشرف

مرے اپنوں کی قربانی بہت ہے

ناظم اشرف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujhe Ye Sun Ke Hairani Bahut Hai

Nazim Ashraf

mujhe ye sun ke hairani bahut hai
tumhaari aankh mein pani bahut hai

tere dil pe hukumat chahta hun
mujhe itni hi sultani bahut hai

mujhe apna muKHalif manta hai
mere beTe mein nadani bahut hai

kisi ke samne hajat to rakh den
magar is mein pashemani bahut hai

ilahi is maraz se dur rakhna
mohabbat mein pareshani bahut hai

meri barbaadiyon mein 'nazim'-ashraf
mere apnon ki qurbani bahut hai

(503) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mujhe Ye Sun Ke Hairani Bahut Hai written by Nazim Ashraf at UrduPoint. Mujhe Ye Sun Ke Hairani Bahut Hai is one of the masterpieces written by Nazim Ashraf. You can also find the complete poetry collection of Nazim Ashraf by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazim Ashraf' above.

Mujhe Ye Sun Ke Hairani Bahut Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mujhe Ye Sun Ke Hairani Bahut Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.