Sham Achchhi Hai Na Sahar Achchhi, Urdu Ghazal By Nazim Naqvi

Sham Achchhi Hai Na Sahar Achchhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazim Naqvi. Sham Achchhi Hai Na Sahar Achchhi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sham Achchhi Hai Na Sahar Achchhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شام اچھی ہے نہ سحر اچھی

ناظم نقوی

شام اچھی ہے نہ سحر اچھی

یار بھیجو کوئی خبر اچھی

خوب پائی ہے یہ نظر اچھی

اس طرف ہے بری ادھر اچھی

ہے یہ تصویر کتنے چہروں کی

کہیں آنکھیں کہیں کمر اچھی

اب کہیں بھی نظر نہیں آتی

وہ جو تھی ایک رہ گزر اچھی

کس طرف جائے آدمی آخر

ہے فضا دشت میں کدھر اچھی

اس میں اچھا ہے کیا پتہ ناظمؔ

مجھ کو لگتی ہے وہ مگر اچھی

ناظم نقوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sham Achchhi Hai Na Sahar Achchhi

Nazim Naqvi

sham achchhi hai na sahar achchhi
yar bhejo koi KHabar achchhi

KHub pai hai ye nazar achchhi
is taraf hai buri udhar achchhi

hai ye taswir kitne chehron ki
kahin aankhen kahin kamar achchhi

ab kahin bhi nazar nahin aati
wo jo thi ek rahguzar achchhi

kis taraf jae aadmi aaKHir
hai faza dasht mein kidhar achchhi

is mein achchha hai kya pata 'nazim'
mujh ko lagti hai wo magar achchhi

(486) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sham Achchhi Hai Na Sahar Achchhi written by Nazim Naqvi at UrduPoint. Sham Achchhi Hai Na Sahar Achchhi is one of the masterpieces written by Nazim Naqvi. You can also find the complete poetry collection of Nazim Naqvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazim Naqvi' above.

Sham Achchhi Hai Na Sahar Achchhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sham Achchhi Hai Na Sahar Achchhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.