KHwab-e-rahat Mein Kho Gae Hain Log, Urdu Ghazal By Nazim Sultanpuri

KHwab-e-rahat Mein Kho Gae Hain Log is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazim Sultanpuri. KHwab-e-rahat Mein Kho Gae Hain Log comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHwab-e-rahat Mein Kho Gae Hain Log on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خواب راحت میں کھو گئے ہیں لوگ

ناظم سلطانپوری

خواب راحت میں کھو گئے ہیں لوگ

حسب معمول سو گئے ہیں لوگ

روتے روتے رہ محبت میں

آنسوؤں کو بھی رو گئے ہیں لوگ

میری آنکھوں میں کیا نظر آیا

دفعتاً آگ ہو گئے ہیں لوگ

کبھی تڑپے ہیں لالہ و گل پر

کبھی کانٹوں پہ سو گئے ہیں لوگ

اپنے احساس کے تنوروں میں

بیشتر راکھ ہو گئے ہیں لوگ

ایک تیر ستم کا کیا شکوہ

کتنے نشتر چبھو گئے ہیں لوگ

میری راہ حیات میں جیسے

خار ہی خار بو گئے ہیں لوگ

یہی رونا حیات کا ناظمؔ

تم سے پہلے بھی رو گئے ہیں لوگ

ناظم سلطانپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHwab-e-rahat Mein Kho Gae Hain Log

Nazim Sultanpuri

KHwab-e-rahat mein kho gae hain log
hasb-e-mamul so gae hain log

rote rote rah-e-mohabbat mein
aansuon ko bhi ro gae hain log

meri aankhon mein kya nazar aaya
dafatan aag ho gae hain log

kabhi taDpe hain lala-o-gul par
kabhi kanTon pe so gae hain log

apne ehsas ke tanuron mein
beshtar rakh ho gae hain log

ek tir-e-sitam ka kya shikwa
kitne nashtar chubho gae hain log

meri rah-e-hayat mein jaise
KHar hi KHar bo gae hain log

yahi rona hayat ka 'nazim'
tum se pahle bhi ro gae hain log

(377) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHwab-e-rahat Mein Kho Gae Hain Log written by Nazim Sultanpuri at UrduPoint. KHwab-e-rahat Mein Kho Gae Hain Log is one of the masterpieces written by Nazim Sultanpuri. You can also find the complete poetry collection of Nazim Sultanpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazim Sultanpuri' above.

KHwab-e-rahat Mein Kho Gae Hain Log is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHwab-e-rahat Mein Kho Gae Hain Log, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.