KHwabon Ke Aaine Ko Palkon Se Saf Kar Le, Urdu Ghazal By Nazir Fatehpuri

KHwabon Ke Aaine Ko Palkon Se Saf Kar Le is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazir Fatehpuri. KHwabon Ke Aaine Ko Palkon Se Saf Kar Le comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHwabon Ke Aaine Ko Palkon Se Saf Kar Le on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خوابوں کے آئنے کو پلکوں سے صاف کر لے

نذیر فتح پوری

خوابوں کے آئنے کو پلکوں سے صاف کر لے

سچ اور جھوٹ کیا ہے خود انکشاف کر لے

ہمت نہ ہو تو مشکل بن جائیں منزلیں بھی

ہمت جو ہو تو انساں سر کوہ قاف کر لے

رشتوں کی اہمیت کا اندازہ پھر لگے گا

پہلے فصیل دل میں کوئی شگاف کر لے

پہچان لیں گی تجھ کو بستی کی ساری آنکھیں

چہرے کی جھریوں کو زیر غلاف کر لے

تجھ کو نذیرؔ شب کی تاریکیاں نہ ڈس لیں

اجلے بدن کو اپنے زیر لحاف کر لے

نذیر فتح پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHwabon Ke Aaine Ko Palkon Se Saf Kar Le

Nazir Fatehpuri

KHwabon ke aaine ko palkon se saf kar le
sach aur jhuT kya hai KHud inkishaf kar le

himmat na ho to mushkil ban jaen manzilen bhi
himmat jo ho to insan sar koh-e-qaf kar le

rishton ki ahmiyat ka andaza phir lagega
pahle fasil-e-dil mein koi shigaf kar le

pahchan lengi tujh ko basti ki sari aankhen
chehre ki jhurriyon ko zer-e-ghilaf kar le

tujh ko 'nazir' shab ki tarikiyan na Das len
ujle badan ko apne zer-e-lihaf kar le

(601) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHwabon Ke Aaine Ko Palkon Se Saf Kar Le written by Nazir Fatehpuri at UrduPoint. KHwabon Ke Aaine Ko Palkon Se Saf Kar Le is one of the masterpieces written by Nazir Fatehpuri. You can also find the complete poetry collection of Nazir Fatehpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazir Fatehpuri' above.

KHwabon Ke Aaine Ko Palkon Se Saf Kar Le is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHwabon Ke Aaine Ko Palkon Se Saf Kar Le, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.