Kisi Se Bas Ki Umid-e-kushud-e-kar Nahin, Urdu Ghazal By Nazm Tabatabai

Kisi Se Bas Ki Umid-e-kushud-e-kar Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazm Tabatabai. Kisi Se Bas Ki Umid-e-kushud-e-kar Nahin comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Kisi Se Bas Ki Umid-e-kushud-e-kar Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کسی سے بس کہ امید کشود کار نہیں

نظم طبا طبائی

کسی سے بس کہ امید کشود کار نہیں

مجھے اجل کے بھی آنے کا اعتبار نہیں

جواب نامہ کا قاصد مزار پر لایا

کہ جانتا تھا اسے تاب انتظار نہیں

یہ کہہ کے اٹھ گئی بالیں سے میری شمع سحر

تمام ہو گئی شب اور تجھے قرار نہیں

جو تو ہو پاس تو حور و قصور سب کچھ ہو

جو تو نہیں تو نہیں بلکہ زینہار نہیں

خزاں کے آنے سے پہلے ہی تھا مجھے معلوم

کہ رنگ و بوئے چمن کا کچھ اعتبار نہیں

غزل کہی ہے کہ موتی پروئے ہیں اے نظمؔ

وہ کون شعر ہے جو در شاہوار نہیں

نظم طبا طبائی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kisi Se Bas Ki Umid-e-kushud-e-kar Nahin

Nazm Tabatabai

kisi se bas ki umid-e-kushud-e-kar nahin
mujhe ajal ke bhi aane ka e'tibar nahin

jawab name ka qasid mazar par laya
ki jaanta tha use tab-e-intizar nahin

ye kah ke uTh gai baalin se meri sham-e-sahar
tamam ho gai shab aur tujhe qarar nahin

jo tu ho pas to hur-o-qusur sab kuchh ho
jo tu nahin to nahin balki zinhaar nahin

KHizan ke aane se pahle hi tha mujhe malum
ki rang-o-bu-e-chaman ka kuchh e'tibar nahin

ghazal kahi hai ki moti piroe hain ai 'nazm'
wo kaun sher hai jo durr-e-shahwar nahin

(470) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kisi Se Bas Ki Umid-e-kushud-e-kar Nahin written by Nazm Tabatabai at UrduPoint. Kisi Se Bas Ki Umid-e-kushud-e-kar Nahin is one of the masterpieces written by Nazm Tabatabai. You can also find the complete poetry collection of Nazm Tabatabai by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazm Tabatabai' above.

Kisi Se Bas Ki Umid-e-kushud-e-kar Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kisi Se Bas Ki Umid-e-kushud-e-kar Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.