Jo Dekho To Ayan Kuchh Bhi Nahin Hai, Urdu Ghazal By Neelma Naheed Durrani

Jo Dekho To Ayan Kuchh Bhi Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Neelma Naheed Durrani. Jo Dekho To Ayan Kuchh Bhi Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jo Dekho To Ayan Kuchh Bhi Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو دیکھو تو عیاں کچھ بھی نہیں ہے

نیلما ناہید درانی

جو دیکھو تو عیاں کچھ بھی نہیں ہے

جو سوچو تو نہاں کچھ بھی نہیں ہے

وہ رہتا ہے کہیں اس سے بھی آگے

یہ نیلا آسماں کچھ بھی نہیں ہے

فقط دو چار دن کی ہے یہ دنیا

ارے چھوڑو یہاں کچھ بھی نہیں ہے

کہاں دارا کہاں ہے اب سکندر

بچا کس کا نشاں کچھ بھی نہیں ہے

نہ طالب ہے نہ ہے مطلوب کوئی

زماں اور یہ مکاں کچھ بھی نہیں ہے

سبھی جذبوں کی قیمت لگ چکی ہے

محبت کا بیاں کچھ بھی نہیں ہے

نیلما ناہید درانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Dekho To Ayan Kuchh Bhi Nahin Hai

Neelma Naheed Durrani

jo dekho to ayan kuchh bhi nahin hai
jo socho to nihan kuchh bhi nahin hai

wo rahta hai kahin us se bhi aage
ye nila aasman kuchh bhi nahin hai

faqat do chaar din ki hai ye duniya
are chhoDo yahan kuchh bhi nahin hai

kahan dara kahan hai ab sikandar
bacha kis ka nishan kuchh bhi nahin hai

na talib hai na hai matlub koi
zaman aur ye makan kuchh bhi nahin hai

sabhi jazbon ki qimat lag chuki hai
mohabbat ka bayan kuchh bhi nahin hai

(492) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo Dekho To Ayan Kuchh Bhi Nahin Hai written by Neelma Naheed Durrani at UrduPoint. Jo Dekho To Ayan Kuchh Bhi Nahin Hai is one of the masterpieces written by Neelma Naheed Durrani. You can also find the complete poetry collection of Neelma Naheed Durrani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Neelma Naheed Durrani' above.

Jo Dekho To Ayan Kuchh Bhi Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Dekho To Ayan Kuchh Bhi Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.