KoDon Ki Saza Pane Wale Pahle ShaKHs Ke Nam, Urdu Nazam By Neelma Naheed Durrani

KoDon Ki Saza Pane Wale Pahle ShaKHs Ke Nam is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Neelma Naheed Durrani. KoDon Ki Saza Pane Wale Pahle ShaKHs Ke Nam comes under the Sad, Social category of Urdu Nazam. You can read KoDon Ki Saza Pane Wale Pahle ShaKHs Ke Nam on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کوڑوں کی سزا پانے والے پہلے شخص کے نام

نیلما ناہید درانی

تو میرے دور کا عیسیٰ ہے

جس نے قوم کے سارے گناہوں

ساری برائیوں ساری سزاؤں

کو اپنے کندھے پہ اٹھا کر کوڑے کھائے

ہم سب چور ہیں

ہم سب زانی

ہم سب رشوت خور لٹیرے

پھر سب کے حصے کی سزا

تم نے کیوں پائی

اور ہم چاروں اور کھڑے

تیرا تماشا دیکھ رہے تھے

جیسے تم نے جرم کیا تھا

اور ہم سارے پارسا تھے

نیلما ناہید درانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KoDon Ki Saza Pane Wale Pahle ShaKHs Ke Nam

Neelma Naheed Durrani

tu mere daur ka isa hai
jis ne qaum ke sare gunahon
sari buraiyon sari sazaon
ko apne kandhe pe uTha kar kuDe khae
hum sab chor hain
hum sab zani
hum sab rishwat-KHor luTere
phir sab ke hisse ki saza
tum ne kyun pai
aur hum chaaron or khaDe
tera tamasha dekh rahe the
jaise tum ne jurm kiya tha
aur hum sare parsa the

(487) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KoDon Ki Saza Pane Wale Pahle ShaKHs Ke Nam written by Neelma Naheed Durrani at UrduPoint. KoDon Ki Saza Pane Wale Pahle ShaKHs Ke Nam is one of the masterpieces written by Neelma Naheed Durrani. You can also find the complete poetry collection of Neelma Naheed Durrani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Neelma Naheed Durrani' above.

KoDon Ki Saza Pane Wale Pahle ShaKHs Ke Nam is a widely read Urdu Nazam. If you like KoDon Ki Saza Pane Wale Pahle ShaKHs Ke Nam, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.