Shahr Mein Dariya-dili Ki Lan-tarani Aur Hai, Urdu Ghazal By Nighat Sahiba

Shahr Mein Dariya-dili Ki Lan-tarani Aur Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nighat Sahiba. Shahr Mein Dariya-dili Ki Lan-tarani Aur Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shahr Mein Dariya-dili Ki Lan-tarani Aur Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شہر میں دریا دلی کی لن ترانی اور ہے

نگہت صاحبہ

شہر میں دریا دلی کی لن ترانی اور ہے

پر مرے پنگھٹ سے بہتا ہے جو پانی اور ہے

جو تری پسلی سے نکلی تھی وہ کوئی اور تھی

یہ جو آنگن میں کھلی ہے شب کی رانی اور ہے

آرزوئے رنگ میں کوری چنریا کھو گئی

مل گئی واپس جو وہ میلی نشانی اور ہے

چمنیوں سے جو دھواں اٹھا تھا شاید خواب تھا

بند دروازوں کے پیچھے کی کہانی اور ہے

نگہت صاحبہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shahr Mein Dariya-dili Ki Lan-tarani Aur Hai

Nighat Sahiba

shahr mein dariya-dili ki lan-tarani aur hai
par mere panghaT se bahta hai jo pani aur hai

jo teri pasli se nikli thi wo koi aur thi
ye jo aangan mein khili hai shab ki rani aur hai

aarzu-e-rang mein kori chunariya kho gai
mil gai wapas jo wo maili nishani aur hai

chimniyon se jo dhuan uTTha tha shayad KHwab tha
band darwazon ke pichhe ki kahani aur hai

(608) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shahr Mein Dariya-dili Ki Lan-tarani Aur Hai written by Nighat Sahiba at UrduPoint. Shahr Mein Dariya-dili Ki Lan-tarani Aur Hai is one of the masterpieces written by Nighat Sahiba. You can also find the complete poetry collection of Nighat Sahiba by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nighat Sahiba' above.

Shahr Mein Dariya-dili Ki Lan-tarani Aur Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shahr Mein Dariya-dili Ki Lan-tarani Aur Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.