Mujhko Tum Se Hai Zamane Se Sarokar Nahin, Urdu Ghazal By Nihal Rizvi Lucknowi

Mujhko Tum Se Hai Zamane Se Sarokar Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nihal Rizvi Lucknowi. Mujhko Tum Se Hai Zamane Se Sarokar Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mujhko Tum Se Hai Zamane Se Sarokar Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجھ کو تم سے ہے زمانے سے سروکار نہیں

نہال رضوی لکھنوی

مجھ کو تم سے ہے زمانے سے سروکار نہیں

میں تمہارا ہوں زمانے کا گنہ گار نہیں

حسن کی خو ہے جفا عشق کی فطرت ہے وفا

میں بھی مختار نہیں آپ بھی مختار نہیں

اس گنہ گار سے اقرار گنہ جو کر لے

بے نیازی تری رحمت کی سزاوار نہیں

کاش ان لوگوں کو نزدیک سے دیکھے دنیا

جن کو اب تک یہ سمجھتی ہے گنہ گار نہیں

ان کی یادوں نے ہمیں چھین لیا ہے ہم سے

اپنی راہوں میں نہالؔ اب کوئی دیوار نہیں

نہال رضوی لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujhko Tum Se Hai Zamane Se Sarokar Nahin

Nihal Rizvi Lucknowi

mujh ko tum se hai zamane se sarokar nahin
main tumhaara hun zamane ka gunahgar nahin

husn ki KHu hai jafa ishq ki fitrat hai wafa
main bhi muKHtar nahin aap bhi muKHtar nahin

us gunahgar se iqrar-e-gunah jo kar le
be-niyazi teri rahmat ki saza-war nahin

kash un logon ko nazdik se dekhe duniya
jin ko ab tak ye samajhti hai gunahgar nahin

un ki yaadon ne hamein chhin liya hai hum se
apni rahon mein 'nihaal' ab koi diwar nahin

(538) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mujhko Tum Se Hai Zamane Se Sarokar Nahin written by Nihal Rizvi Lucknowi at UrduPoint. Mujhko Tum Se Hai Zamane Se Sarokar Nahin is one of the masterpieces written by Nihal Rizvi Lucknowi. You can also find the complete poetry collection of Nihal Rizvi Lucknowi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nihal Rizvi Lucknowi' above.

Mujhko Tum Se Hai Zamane Se Sarokar Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mujhko Tum Se Hai Zamane Se Sarokar Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.