Bahaar Ban Ke Jab Se Wo Mere Jahan Pe Chhae Hain, Urdu Ghazal By Nihal Rizvi

Bahaar Ban Ke Jab Se Wo Mere Jahan Pe Chhae Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nihal Rizvi. Bahaar Ban Ke Jab Se Wo Mere Jahan Pe Chhae Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bahaar Ban Ke Jab Se Wo Mere Jahan Pe Chhae Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بہار بن کے جب سے وہ مرے جہاں پہ چھائے ہیں

نہال رضوی

بہار بن کے جب سے وہ مرے جہاں پہ چھائے ہیں

تجلیوں کی چاندنی ہے مکتبوں کے سائے ہیں

ٹھہر ٹھہر کے خوش گوار انقلاب آئے ہیں

سنبھل سنبھل کے وہ مرے جنوں پہ مسکرائے ہیں

ہزار احتیاط کی ہے لاکھ غم چھپائے ہیں

مگر تڑپ اٹھا ہے دل وہ جب بھی یاد آئے ہیں

سمجھ سمجھ کے بارہا یہ بن پرے کی بات ہے

فریب ان کی مہربانیوں کے ہم نے کھائے ہیں

سحر سحر مہک اٹھی چمن چمن سنور گیا

بہار مسکرائی ہے کہ آپ مسکرائے ہیں

جو دل سجا چکے تھے خود پرستیوں کی انجمن

ہم ان میں جذبۂ غم جہاں ابھار آئے ہیں

نقاب رخ سے جب اٹھی بکھر گئیں تجلیاں

لطیف بجلیاں گری ہیں جب وہ مسکرائے ہیں

دیار تیغ و دار کے جمال کو نکھار کے

ہم اپنے خوں سے مقتل وفا سنوار آئے ہیں

کبھی لباس نظم میں کبھی غزل کے روپ میں

جو وقت کی پکار تھے وہ گیت ہم نے گائے ہیں

نہالؔ کائنات میں ہمیں تو یہ یقین ہے

اب آدمی نہیں رہا ہے آدمی کے سائے ہیں

نہال رضوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bahaar Ban Ke Jab Se Wo Mere Jahan Pe Chhae Hain

Nihal Rizvi

bahaar ban ke jab se wo mere jahan pe chhae hain
tajalliyon ki chandni hai maktabon ke sae hain

Thahar Thahar ke KHush-gawar inqalab aae hain
sambhal sambhal ke wo mere junun pe muskurae hain

hazar ehtiyat ki hai lakh gham chhupae hain
magar taDap uTha hai dil wo jab bhi yaad aae hain

samajh samajh ke barha ye ban pare ki baat hai
fareb in ki mehrbaniyon ke hum ne khae hain

sahar sahar mahak uThi chaman chaman sanwar gaya
bahaar muskurai hai ki aap muskurae hain

jo dil saja chuke the KHud-parastiyon ki anjuman
hum un mein jazba-e-gham-e-jahan ubhaar aae hain

naqab ruKH se jab uThi bikhar gain tajalliyan
latif bijliyan giri hain jab wo muskurae hain

dayar-e-tegh-o-dar ke jamal ko nikhaar ke
hum apne KHun se maqtal-e-wafa sanwar aae hain

kabhi libas-e-nazm mein kabhi ghazal ke rup mein
jo waqt ki pukar the wo git hum ne gae hain

'nihaal' kaenat mein hamein to ye yaqin hai
ab aadmi nahin raha hai aadmi ke sae hain

(614) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bahaar Ban Ke Jab Se Wo Mere Jahan Pe Chhae Hain written by Nihal Rizvi at UrduPoint. Bahaar Ban Ke Jab Se Wo Mere Jahan Pe Chhae Hain is one of the masterpieces written by Nihal Rizvi. You can also find the complete poetry collection of Nihal Rizvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nihal Rizvi' above.

Bahaar Ban Ke Jab Se Wo Mere Jahan Pe Chhae Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bahaar Ban Ke Jab Se Wo Mere Jahan Pe Chhae Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.