Ai Mere Dost Mere Dushman-e-jaan KHair To Hai, Urdu Ghazal By Nilofar Afzal

Ai Mere Dost Mere Dushman-e-jaan KHair To Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nilofar Afzal. Ai Mere Dost Mere Dushman-e-jaan KHair To Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ai Mere Dost Mere Dushman-e-jaan KHair To Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اے مرے دوست مرے دشمن جاں خیر تو ہے

نیلوفر افضل

اے مرے دوست مرے دشمن جاں خیر تو ہے

تو مرے پاس مرے ساتھ یہاں خیر تو ہے

خط دیا تھا انہیں پتھر نہیں آیا اب تک

دل کو تشویش ہوئی ہے کہ وہاں خیر تو ہے

بات قصداً انہیں آدھی سی سنائی میں نے

اب وہ پوچھیں گے کہ کب کون کہاں خیر تو ہے

بچ کے اک اور دھماکے سے کیا فون انہیں

یاں پہ سب خیر ہے سب خیر وہاں خیر تو ہے

خیر ہی خیر لگے مجھ کو بظاہر تو مگر

پوچھ لیتی ہوں مروت میں کہ ہاں خیر تو ہے

نیلوفر افضل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ai Mere Dost Mere Dushman-e-jaan KHair To Hai

Nilofar Afzal

ai mere dost mere dushman-e-jaan KHair to hai
tu mere pas mere sath yahan KHair to hai

KHat diya tha unhen patthar nahin aaya ab tak
dil ko tashwish hui hai ki wahan KHair to hai

baat qasdan unhen aadhi si sunai main ne
ab wo puchhenge ki kab kaun kahan KHair to hai

bach ke ek aur dhamake se kiya phone unhen
yan pe sab KHair hai sab KHair wahan KHair to hai

KHair hi KHair lage mujh ko ba-zahir to magar
puchh leti hun murawwat mein ki han KHair to hai

(697) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ai Mere Dost Mere Dushman-e-jaan KHair To Hai written by Nilofar Afzal at UrduPoint. Ai Mere Dost Mere Dushman-e-jaan KHair To Hai is one of the masterpieces written by Nilofar Afzal. You can also find the complete poetry collection of Nilofar Afzal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nilofar Afzal' above.

Ai Mere Dost Mere Dushman-e-jaan KHair To Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ai Mere Dost Mere Dushman-e-jaan KHair To Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.