Pahle Apni Haar KHud Taslim Karni Hai Hamein, Urdu Ghazal By Nilofar Noor

Pahle Apni Haar KHud Taslim Karni Hai Hamein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nilofar Noor. Pahle Apni Haar KHud Taslim Karni Hai Hamein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Pahle Apni Haar KHud Taslim Karni Hai Hamein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پہلے اپنی ہار خود تسلیم کرنی ہے ہمیں

نیلوفر نور

پہلے اپنی ہار خود تسلیم کرنی ہے ہمیں

بعد از اب آپ کی تعظیم کرنی ہے ہمیں

آشنائے رنج و غم کرنے سے پہلے سوچ لیں

کل یہی میراث پھر تقسیم کرنی ہے ہمیں

عشق کی قسمت میں گر آہ و فغاں ہی ہے تو پھر

یہ عبارت عشق کی ترمیم کرنی ہے ہمیں

بعد میں کچھ عاشقی کے باب پر سوچیں گے ہم

پہلے تو حاصل ابھی تعلیم کرنی ہے ہمیں

علم کی خاطر ابھی آٹھوں پہر اور شش جہت

روز قائم اک نئی تنظیم کرنی ہے ہمیں

نیلوفر نور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Pahle Apni Haar KHud Taslim Karni Hai Hamein

Nilofar Noor

pahle apni haar KHud taslim karni hai hamein
baad az ab aap ki tazim karni hai hamein

aashna-e-ranj-o-gham karne se pahle soch len
kal yahi miras phir taqsim karni hai hamein

ishq ki qismat mein gar aah-o-fughan hi hai to phir
ye ibarat ishq ki tarmim karni hai hamein

baad mein kuchh aashiqi ke bab par sochenge hum
pahle to hasil abhi talim karni hai hamein

ilm ki KHatir abhi aaThon pahar aur shash-jihat
roz qaem ek nai tanzim karni hai hamein

(645) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Pahle Apni Haar KHud Taslim Karni Hai Hamein written by Nilofar Noor at UrduPoint. Pahle Apni Haar KHud Taslim Karni Hai Hamein is one of the masterpieces written by Nilofar Noor. You can also find the complete poetry collection of Nilofar Noor by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nilofar Noor' above.

Pahle Apni Haar KHud Taslim Karni Hai Hamein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Pahle Apni Haar KHud Taslim Karni Hai Hamein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.