Ishq Ki Rah Mein Jo Dar-o-rasan Hai Kyun Hai, Urdu Ghazal By Nirmal Nadeem

Ishq Ki Rah Mein Jo Dar-o-rasan Hai Kyun Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nirmal Nadeem. Ishq Ki Rah Mein Jo Dar-o-rasan Hai Kyun Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ishq Ki Rah Mein Jo Dar-o-rasan Hai Kyun Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عشق کی راہ میں جو دار و رسن ہے کیوں ہے

نرمل ندیم

عشق کی راہ میں جو دار و رسن ہے کیوں ہے

سر کٹانے کی ہر اک دل میں لگن ہے کیوں ہے

جس کی خوشبو سے معطر ہیں وفا کی راہیں

میرے سینے میں وہ زخموں کا چمن ہے کیوں ہے

جس میں لکھی ہے تواریخ کئی صدیوں کی

وقت کے سر پہ پڑی ایسی شکن ہے کیوں ہے

کیا اسے عشق سے محروم رکھا قدرت نے

شمس کے سینے میں جو اتنی جلن ہے کیوں ہے

مجھ پہ بندش یہ کہ اس پر میں غزل بھی نہ کہوں

گل بدن ہے وہ اگر غنچہ دہن ہے کیوں ہے

مجھ سے پوچھو نہ سبب میں نہ بتا پاؤں گا

اس سے ملنے کا اگر میرا یہ من ہے کیوں ہے

اس کو معلوم ہیں دنیا کی مثالیں لیکن

عشق کے صحرا میں جو دل کا ہرن ہے کیوں ہے

کتنا مغرور تھا وسعت پہ جو اپنی لیکن

میرے اک نقش قدم پر وہ گگن ہے کیوں ہے

جس کے پڑنے سے ندیمؔ اپنا بدن کھل جائے

عشق کی لو میں بھلا ایسی کرن ہے کیوں ہے

نرمل ندیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ishq Ki Rah Mein Jo Dar-o-rasan Hai Kyun Hai

Nirmal Nadeem

ishq ki rah mein jo dar-o-rasan hai kyun hai
sar kaTane ki har ek dil mein lagan hai kyun hai

jis ki KHushbu se moattar hain wafa ki rahen
mere sine mein wo zaKHmon ka chaman hai kyun hai

jis mein likkhi hai tawariKH kai sadiyon ki
waqt ke sar pe paDi aisi shikan hai kyun hai

kya use ishq se mahrum rakha qudrat ne
shams ke sine mein jo itni jalan hai kyun hai

mujh pe bandish ye ki us par main ghazal bhi na kahun
gul-badan hai wo agar ghuncha-dahan hai kyun hai

mujh se puchho na sabab main na bata paunga
us se milne ka agar mera ye man hai kyun hai

us ko malum hain duniya ki misalen lekin
ishq ke sahra mein jo dil ka hiran hai kyun hai

kitna maghrur tha wusat pe jo apni lekin
mere ek naqsh-e-qadam par wo gagan hai kyun hai

jis ke paDne se 'nadim' apna badan khil jae
ishq ki lau mein bhala aisi kiran hai kyun hai

(486) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ishq Ki Rah Mein Jo Dar-o-rasan Hai Kyun Hai written by Nirmal Nadeem at UrduPoint. Ishq Ki Rah Mein Jo Dar-o-rasan Hai Kyun Hai is one of the masterpieces written by Nirmal Nadeem. You can also find the complete poetry collection of Nirmal Nadeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nirmal Nadeem' above.

Ishq Ki Rah Mein Jo Dar-o-rasan Hai Kyun Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ishq Ki Rah Mein Jo Dar-o-rasan Hai Kyun Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.