Pahle Be-saya Kiya Tha Baad-e-sarsar Ne Mujhe, Urdu Ghazal By Nisar Ahmad Nisar

Pahle Be-saya Kiya Tha Baad-e-sarsar Ne Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nisar Ahmad Nisar. Pahle Be-saya Kiya Tha Baad-e-sarsar Ne Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Pahle Be-saya Kiya Tha Baad-e-sarsar Ne Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پہلے بے سایہ کیا تھا باد صرصر نے مجھے

نثار احمد نثار

پہلے بے سایہ کیا تھا باد صرصر نے مجھے

اب چلیں سرکش ہوائیں بے زمیں کرنے مجھے

میری آنکھوں پر سواد شام کا پرتو نہیں

اک نظر کی دید بخشی ہے گل تر نے مجھے

آئنہ تمثال اس جانب سے گزرا تھا کبھی

توڑ ڈالا تھا اسی جا ایک پتھر نے مجھے

منحرف خواب تمنا سے مری آنکھیں ہوئیں

مطمئن ہوں جو دیا میرے مقدر نے مجھے

رخ نہ کر پایا کبھی شہر قناعت کی طرف

باندھ کر رکھا ہوس کے لقمۂ تر نے مجھے

نثار احمد نثار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Pahle Be-saya Kiya Tha Baad-e-sarsar Ne Mujhe

Nisar Ahmad Nisar

pahle be-saya kiya tha baad-e-sarsar ne mujhe
ab chalin sarkash hawaen be-zamin karne mujhe

meri aankhon par sawad-e-sham ka partaw nahin
ek nazar ki did baKHshi hai gul-e-tar ne mujhe

aaina-timsal is jaanib se guzra tha kabhi
toD Dala tha usi ja ek patthar ne mujhe

munharif KHwab-e-tamanna se meri aankhen huin
mutmain hun jo diya mere muqaddar ne mujhe

ruKH na kar paya kabhi shahr-e-qanaat ki taraf
bandh kar rakkha hawas ke luqma-e-tar ne mujhe

(471) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Pahle Be-saya Kiya Tha Baad-e-sarsar Ne Mujhe written by Nisar Ahmad Nisar at UrduPoint. Pahle Be-saya Kiya Tha Baad-e-sarsar Ne Mujhe is one of the masterpieces written by Nisar Ahmad Nisar. You can also find the complete poetry collection of Nisar Ahmad Nisar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nisar Ahmad Nisar' above.

Pahle Be-saya Kiya Tha Baad-e-sarsar Ne Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Pahle Be-saya Kiya Tha Baad-e-sarsar Ne Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.