Haya-maab Mohabbat Nishan Hain Aankhen, Urdu Ghazal By Niyaz Gulbargavi

Haya-maab Mohabbat Nishan Hain Aankhen is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Niyaz Gulbargavi. Haya-maab Mohabbat Nishan Hain Aankhen comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Haya-maab Mohabbat Nishan Hain Aankhen on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حیا مآب محبت نشان ہیں آنکھیں

نیاز گلبرگوی

حیا مآب محبت نشان ہیں آنکھیں

بڑی خلیق بڑی مہربان ہیں آنکھیں

مچل رہے ہیں اشارے تڑپ رہے ہیں پیام

جو دیکھیے تو بڑی بے زبان ہیں آنکھیں

کبھی تمام توجہ کبھی تمام جفا

دل حزیں کے لئے امتحان ہیں آنکھیں

نمود عجز پہ آئیں تو فرش رہ بن جائیں

غرور حسن میں تو آسمان ہیں آنکھیں

نیاز گلبرگوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Haya-maab Mohabbat Nishan Hain Aankhen

Niyaz Gulbargavi

haya-maab mohabbat nishan hain aankhen
baDi KHaliq baDi mehrban hain aankhen

machal rahe hain ishaare taDap rahe hain payam
jo dekhiye to baDi be-zaban hain aankhen

kabhi tamam tawajjoh kabhi tamam jafa
dil-e-hazin ke liye imtihan hain aankhen

numud-e-ijz pe aaen to farsh-e-rah ban jaen
ghurur-e-husn mein to aasman hain aankhen

(505) ووٹ وصول ہوئے

You can read Haya-maab Mohabbat Nishan Hain Aankhen written by Niyaz Gulbargavi at UrduPoint. Haya-maab Mohabbat Nishan Hain Aankhen is one of the masterpieces written by Niyaz Gulbargavi. You can also find the complete poetry collection of Niyaz Gulbargavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Niyaz Gulbargavi' above.

Haya-maab Mohabbat Nishan Hain Aankhen is a widely read Urdu Ghazal. If you like Haya-maab Mohabbat Nishan Hain Aankhen, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.