Subh-e-nau Ka Surur Hain Hum Log, Urdu Ghazal By Niyaz Gulbargavi

Subh-e-nau Ka Surur Hain Hum Log is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Niyaz Gulbargavi. Subh-e-nau Ka Surur Hain Hum Log comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Subh-e-nau Ka Surur Hain Hum Log on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

صبح نو کا سرور ہیں ہم لوگ

نیاز گلبرگوی

صبح نو کا سرور ہیں ہم لوگ

زندگی کا غرور ہیں ہم لوگ

رونق کائنات ہم سے ہے

چشم گیتی کا نور ہیں ہم لوگ

کھا گئے ہیں فریب منزل کا

اپنی منزل سے دور ہیں ہم لوگ

شہر یار جہان فردا ہیں

آج بے بس ضرور ہیں ہم لوگ

پھر جنوں لے رہا ہے انگڑائی

پھر غم دل سے چور ہیں ہم لوگ

تیری دنیا میں آج رہ کر بھی

تیری دنیا سے دور ہیں ہم لوگ

نیاز گلبرگوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Subh-e-nau Ka Surur Hain Hum Log

Niyaz Gulbargavi

subh-e-nau ka surur hain hum log
zindagi ka ghurur hain hum log

raunaq-e-kaenat hum se hai
chashm-e-geti ka nur hain hum log

kha gae hain fareb manzil ka
apni manzil se dur hain hum log

shahr-yar-e-jahan-e-farda hain
aaj bebas zarur hain hum log

phir junun le raha hai angDai
phir gham-e-dil se chur hain hum log

teri duniya mein aaj rah kar bhi
teri duniya se dur hain hum log

(484) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Subh-e-nau Ka Surur Hain Hum Log written by Niyaz Gulbargavi at UrduPoint. Subh-e-nau Ka Surur Hain Hum Log is one of the masterpieces written by Niyaz Gulbargavi. You can also find the complete poetry collection of Niyaz Gulbargavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Niyaz Gulbargavi' above.

Subh-e-nau Ka Surur Hain Hum Log is a widely read Urdu Ghazal. If you like Subh-e-nau Ka Surur Hain Hum Log, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.