Insaniyat Ke Zoam Ne Barbaad Kar Diya, Urdu Ghazal By Nomaan Shauque

Insaniyat Ke Zoam Ne Barbaad Kar Diya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nomaan Shauque. Insaniyat Ke Zoam Ne Barbaad Kar Diya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Insaniyat Ke Zoam Ne Barbaad Kar Diya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

انسانیت کے زعم نے برباد کر دیا

نعمان شوق

انسانیت کے زعم نے برباد کر دیا

پنجرے میں آ کے شیر کو آزاد کر دیا

اپنے ہی سونے پن کا مداوا نہ کر سکے

کہنے کو ہم نے شہر کو آباد کر دیا

جی بھر کے قتل عام کیا پہلے ہر طرف

پھر اس نے مملکت کو خدا داد کر دیا

دل سے کوئی علاقہ نہ تھا دور دور تک

تیشہ تھما کے ہاتھ میں فرہاد کر دیا

ہر متقی کو اس سے سبق لینا چاہیئے

جنت کی چاہ نے جسے شداد کر دیا

ہاتھوں میں اس کا ہاتھ لیے سوچتے رہے

تھا کون جس نے عشق میں برباد کر دیا

نعمان شوق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Insaniyat Ke Zoam Ne Barbaad Kar Diya

Nomaan Shauque

insaniyat ke zoam ne barbaad kar diya
pinjre mein aa ke sher ko aazad kar diya

apne hi sune-pan ka mudawa na kar sake
kahne ko hum ne shahr ko aabaad kar diya

ji bhar ke qatl-e-am kiya pahle har taraf
phir us ne mamlikat ko KHuda-dad kar diya

dil se koi ilaqa na tha dur dur tak
tesha thama ke hath mein farhad kar diya

har muttaqi ko is se sabaq lena chahiye
jannat ki chah ne jise shaddad kar diya

hathon mein us ka hath liye sochte rahe
tha kaun jis ne ishq mein barbaad kar diya

(442) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Insaniyat Ke Zoam Ne Barbaad Kar Diya written by Nomaan Shauque at UrduPoint. Insaniyat Ke Zoam Ne Barbaad Kar Diya is one of the masterpieces written by Nomaan Shauque. You can also find the complete poetry collection of Nomaan Shauque by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nomaan Shauque' above.

Insaniyat Ke Zoam Ne Barbaad Kar Diya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Insaniyat Ke Zoam Ne Barbaad Kar Diya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.