Aaina Sa Andheri Raat Ka Main, Urdu Ghazal By Noman Imam

Aaina Sa Andheri Raat Ka Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Noman Imam. Aaina Sa Andheri Raat Ka Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aaina Sa Andheri Raat Ka Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آئینہ سا اندھیری رات کا میں

نعمان امام

آئینہ سا اندھیری رات کا میں

خواب ہوں خواہش نشاط کا میں

خوف اک ٹوٹتی قنات کا میں

یا تذبذب حصار ذات کا میں

چال سے کس کی پٹ گیا ہوں میں

جانے مہرہ ہوں کس بساط کا میں

میں ہوں اپنے ہنر پہ وارفتہ

یا ہوں قاتل تری صفات کا میں

ڈوبتی آنکھ میں تصور سا

دھوپ میں رنگ بے حیات کا میں

بے ثباتی کی دھند میں لپٹا

راستہ ہوں ترے ثبات کا میں

زندگی کربلا کا اک لمحہ

اور پیاسا لب فرات کا میں

نعمان امام

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aaina Sa Andheri Raat Ka Main

Noman Imam

aaina sa andheri raat ka main
KHwab hun KHwahish-e-nashat ka main

KHauf ek TuTti qanat ka main
ya tazabzub hisar-e-zat ka main

chaal se kis ki piT gaya hun main
jaane mohra hun kis bisat ka main

main hun apne hunar pe warafta
ya hun qatil teri sifat ka main

Dubti aankh mein tasawwur sa
dhup mein rang-e-be-hayat ka main

be-sabaati ki dhund mein lipTa
rasta hun tere sabaat ka main

zindagi karbala ka ek lamha
aur pyasa lab-e-furaat ka main

(620) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aaina Sa Andheri Raat Ka Main written by Noman Imam at UrduPoint. Aaina Sa Andheri Raat Ka Main is one of the masterpieces written by Noman Imam. You can also find the complete poetry collection of Noman Imam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Noman Imam' above.

Aaina Sa Andheri Raat Ka Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aaina Sa Andheri Raat Ka Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.