Talluqat-e-wafa Mein Jo Sard Ab Tak Hai, Urdu Ghazal By Noman Imam

Talluqat-e-wafa Mein Jo Sard Ab Tak Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Noman Imam. Talluqat-e-wafa Mein Jo Sard Ab Tak Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Talluqat-e-wafa Mein Jo Sard Ab Tak Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تعلقات وفا میں جو سرد اب تک ہے

نعمان امام

تعلقات وفا میں جو سرد اب تک ہے

کئی محاذ پہ گرم نبرد اب تک ہے

اگرچہ شہر کے حالات پر سکون بھی ہیں

ہر ایک چہرہ مگر زرد زرد اب تک ہے

بھڑک اٹھے تو زمانے کی خیر نا ممکن

وہی جو آگ سی سینے میں سرد اب تک ہے

تمہاری بات سے وہ سنگ دل پگھلتا کیا

تمہارا دل بھی تو محروم درد اب تک ہے

وہ ایک خواب کہ تعبیر پا سکا نہ ابھی

وہ اک خیال کہ صحرا نورد اب تک ہے

ہوا نے کون سے خوابوں سے دل لگایا تھا

ہماری طرح جو آوارہ گرد اب تک ہے

نعمان امام

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Talluqat-e-wafa Mein Jo Sard Ab Tak Hai

Noman Imam

talluqat-e-wafa mein jo sard ab tak hai
kai mahaz pe garm-e-nabard ab tak hai

agarche shahr ke haalat pur-sukun bhi hain
har ek chehra magar zard zard ab tak hai

bhaDak uThe to zamane ki KHair na-mumkin
wahi jo aag si sine mein sard ab tak hai

tumhaari baat se wo sang-dil pighalta kya
tumhaara dil bhi to mahrum-e-dard ab tak hai

wo ek KHwab ki tabir pa saka na abhi
wo ek KHayal ki sahra-naward ab tak hai

hawa ne kaun se KHwabon se dil lagaya tha
hamari tarah jo aawara-gard ab tak hai

(567) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Talluqat-e-wafa Mein Jo Sard Ab Tak Hai written by Noman Imam at UrduPoint. Talluqat-e-wafa Mein Jo Sard Ab Tak Hai is one of the masterpieces written by Noman Imam. You can also find the complete poetry collection of Noman Imam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Noman Imam' above.

Talluqat-e-wafa Mein Jo Sard Ab Tak Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Talluqat-e-wafa Mein Jo Sard Ab Tak Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.