KHayal-o-KHwab Mein Hona Sada-e-baad Mein Rahna, Urdu Ghazal By Noon Meem Danish

KHayal-o-KHwab Mein Hona Sada-e-baad Mein Rahna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Noon Meem Danish. KHayal-o-KHwab Mein Hona Sada-e-baad Mein Rahna comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHayal-o-KHwab Mein Hona Sada-e-baad Mein Rahna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خیال و خواب میں ہونا صدائے باد میں رہنا

ن م دانش

خیال و خواب میں ہونا صدائے باد میں رہنا

کسی کی آس میں جینا کسی کی یاد میں رہنا

پر اسراری عجب سی ہے تری ویران آنکھوں میں

تجھے بھی راس آیا خانۂ برباد میں رہنا

محبت ایک بحر بیکراں ہے اور محبت میں

کہیں پر قید ہونا ہے دل آزاد میں رہنا

کسی کی یاد ہے الجھی ہوئی سانسوں کی ڈوری سے

کسی کے ہجر میں ہے عرصۂ فریاد میں رہنا

تو پھر ہجر و وصال و رنج و غم سارے اضافی ہیں

جو حاصل ہے وفا کو عشق کی بنیاد میں رہنا

جفا کی ایک سی رسمیں ہی انساں کا مقدر ہیں

کسی کوفہ میں جینا ہو یا کہ بغداد میں رہنا

کسی سے کیا شکایت زندگی کو راس آیا ہے

جفا کے شہر میں دشت ستم ایجاد میں رہنا

ن م دانش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHayal-o-KHwab Mein Hona Sada-e-baad Mein Rahna

Noon Meem Danish

KHayal-o-KHwab mein hona sada-e-baad mein rahna
kisi ki aas mein jina kisi ki yaad mein rahna

pur-asrari ajab si hai teri viran aankhon mein
tujhe bhi ras aaya KHana-e-barbaad mein rahna

mohabbat ek bahr-e-be-karan hai aur mohabbat mein
kahin par qaid hona hai dil-e-azad mein rahna

kisi ki yaad hai uljhi hui sanson ki Dori se
kisi ke hijr mein hai arsa-e-fariyaad mein rahna

to phir hijr-o-visal-o-ranj-o-gham sare izafi hain
jo hasil hai wafa ko ishq ki buniyaad mein rahna

jafa ki ek si rasmen hi insan ka muqaddar hain
kisi kufa mein jina ho ya ki baghdad mein rahna

kisi se kya shikayat zindagi ko ras aaya hai
jafa ke shahr mein dasht-e-sitam-ijad mein rahna

(574) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHayal-o-KHwab Mein Hona Sada-e-baad Mein Rahna written by Noon Meem Danish at UrduPoint. KHayal-o-KHwab Mein Hona Sada-e-baad Mein Rahna is one of the masterpieces written by Noon Meem Danish. You can also find the complete poetry collection of Noon Meem Danish by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Noon Meem Danish' above.

KHayal-o-KHwab Mein Hona Sada-e-baad Mein Rahna is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHayal-o-KHwab Mein Hona Sada-e-baad Mein Rahna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.