Ek Kamre Mein Hon Yakja Main Jawani Aur Tum, Urdu Ghazal By Noor Amrohvi

Ek Kamre Mein Hon Yakja Main Jawani Aur Tum is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Noor Amrohvi. Ek Kamre Mein Hon Yakja Main Jawani Aur Tum comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Kamre Mein Hon Yakja Main Jawani Aur Tum on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایک کمرے میں ہوں یکجا میں جوانی اور تم

نور امروہوی

ایک کمرے میں ہوں یکجا میں جوانی اور تم

شام تنہائی خدا کی مہربانی اور تم

اب سمجھ میں آئے فطرت کے معانی اور تم

جس طرح بہتے ہوئے چشمے کا پانی اور تم

زندگی میں چار چیزیں راس آئی ہیں مجھے

دل لگی آوارہ گردی چھیڑ خانی اور تم

وہ سیاست کی علامت تم محبت کی دلیل

دونوں معیار وفا ہیں راجدھانی اور تم

ذہن کے نازک دریچوں میں ہے تابندہ ابھی

چند یادیں چند تصویریں پرانی اور تم

نور امروہوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Kamre Mein Hon Yakja Main Jawani Aur Tum

Noor Amrohvi

ek kamre mein hon yakja main jawani aur tum
sham-e-tanhai KHuda ki mehrbani aur tum

ab samajh mein aae fitrat ke maani aur tum
jis tarah bahte hue chashme ka pani aur tum

zindagi mein chaar chizen ras aai hain mujhe
dil-lagi aawaragardi chheD-KHani aur tum

wo siyasat ki alamat tum mohabbat ki dalil
donon mear-e-wafa hain rajdhani aur tum

zehn ke nazuk darichon mein hai tabinda abhi
chand yaaden chand taswiren purani aur tum

(560) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Kamre Mein Hon Yakja Main Jawani Aur Tum written by Noor Amrohvi at UrduPoint. Ek Kamre Mein Hon Yakja Main Jawani Aur Tum is one of the masterpieces written by Noor Amrohvi. You can also find the complete poetry collection of Noor Amrohvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Noor Amrohvi' above.

Ek Kamre Mein Hon Yakja Main Jawani Aur Tum is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Kamre Mein Hon Yakja Main Jawani Aur Tum, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.