Ye Sahal Hi Sahi Sikke Uchhaal Kar Rakhna, Urdu Ghazal By Noor Muneeri

Ye Sahal Hi Sahi Sikke Uchhaal Kar Rakhna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Noor Muneeri. Ye Sahal Hi Sahi Sikke Uchhaal Kar Rakhna comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Sahal Hi Sahi Sikke Uchhaal Kar Rakhna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ سہل ہی سہی سکے اچھال کر رکھنا

نور منیری

یہ سہل ہی سہی سکے اچھال کر رکھنا

مگر یہ دل ہے اسے بھی سنبھال کر رکھنا

نظر سے لاکھ ہوں اوجھل سراغ منزل کے

جنوں کا کام ہے صحرا کھنگال کر رکھنا

ہے انقلاب کے شعلوں کی گرمیاں اس میں

متاع لوح و قلم کو سنبھال کر رکھنا

نیا خیال نئی روشنی نئی راہیں

سفر نیا ہے قدم دیکھ بھال کر رکھنا

جناب نورؔ غزل کا یہی تقاضہ ہے

نئے خیال کو قالب میں ڈھال کر رکھنا

نور منیری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Sahal Hi Sahi Sikke Uchhaal Kar Rakhna

Noor Muneeri

ye sahal hi sahi sikke uchhaal kar rakhna
magar ye dil hai use bhi sambhaal kar rakhna

nazar se lakh hon ojhal suragh manzil ke
junun ka kaam hai sahra khangal kar rakhna

hai inqalab ke shoalon ki garmiyan is mein
mata-e-lauh-o-qalam ko sambhaal kar rakhna

naya KHayal nai raushni nai rahen
safar naya hai qadam dekh-bhaal kar rakhna

janab-e-'nur' ghazal ka yahi taqaza hai
nae KHayal ko qalib mein Dhaal kar rakhna

(526) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Sahal Hi Sahi Sikke Uchhaal Kar Rakhna written by Noor Muneeri at UrduPoint. Ye Sahal Hi Sahi Sikke Uchhaal Kar Rakhna is one of the masterpieces written by Noor Muneeri. You can also find the complete poetry collection of Noor Muneeri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Noor Muneeri' above.

Ye Sahal Hi Sahi Sikke Uchhaal Kar Rakhna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Sahal Hi Sahi Sikke Uchhaal Kar Rakhna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.