Sawere Mein Bhi Haalat Sham Ki Hai, Urdu Ghazal By Noorul Hasan Noor

Sawere Mein Bhi Haalat Sham Ki Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Noorul Hasan Noor. Sawere Mein Bhi Haalat Sham Ki Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sawere Mein Bhi Haalat Sham Ki Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سویرے میں بھی حالت شام کی ہے

نور الحسن نور

سویرے میں بھی حالت شام کی ہے

یہ کیسی صبح کیسی روشنی ہے

ہوا کے قافلے سوئے ہوئے ہیں

گھنے جنگل میں پھیلی خامشی ہے

لیے ہاتھوں میں تنہائی کا پرچم

اداسی سسکیوں سے لڑ رہی ہے

سمٹنا اب نظر آتا ہے مشکل

بہت بکھری ہماری زندگی ہے

نظر کے سامنے منزل ہے لیکن

مسافت پھر بھی بڑھتی جا رہی ہے

بہت حیرت سے تکتے ہیں ستارے

ندی جب ساحلوں سے کھیلتی ہے

برس کر جا چکا ہے ابر پارہ

زمیں سے کیسی خوشبو آ رہی ہے

تلاش برگ گل ہے اس کو شاید

جو تتلی پنکھ کھولے اڑ رہی ہے

زمیں اوڑھے ہوئے ہے سر پہ آنچل

یہ جو قوس قزح بکھری ہوئی ہے

گزرتا وقت جو چاہے وہ لکھے

کتاب زندگی سادہ پڑی ہے

یقیناً آ گیا ہے وقت آخر

دیے کی لو جو اتنی بڑھ گئی ہے

کسی طوفان کا ہے پیش خیمہ

سمندر میں جو اتنی خامشی ہے

اگر گھر میں نہیں ہے نورؔ کوئی

تو یہ آواز کیسی آ رہی ہے

نور الحسن نور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sawere Mein Bhi Haalat Sham Ki Hai

Noorul Hasan Noor

sawere mein bhi haalat sham ki hai
ye kaisi subh kaisi raushni hai

hawa ke qafile soe hue hain
ghane jangal mein phaili KHamushi hai

liye hathon mein tanhai ka parcham
udasi siskiyon se laD rahi hai

simaTna ab nazar aata hai mushkil
bahut bikhri hamari zindagi hai

nazar ke samne manzil hai lekin
masafat phir bhi baDhti ja rahi hai

bahut hairat se takte hain sitare
nadi jab sahilon se khelti hai

baras kar ja chuka hai abr-para
zamin se kaisi KHushbu aa rahi hai

talash-e-barg-e-gul hai us ko shayad
jo titli pankh khole uD rahi hai

zamin oDhe hue hai sar pe aanchal
ye jo qaus-e-quzah bikhri hui hai

guzarta waqt jo chahe wo likkhe
kitab-e-zindagi sada paDi hai

yaqinan aa gaya hai waqt-e-aKHir
diye ki lau jo itni baDh gai hai

kisi tufan ka hai pesh-KHema
samundar mein jo itni KHamushi hai

agar ghar mein nahin hai 'nur' koi
to ye aawaz kaisi aa rahi hai

(497) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sawere Mein Bhi Haalat Sham Ki Hai written by Noorul Hasan Noor at UrduPoint. Sawere Mein Bhi Haalat Sham Ki Hai is one of the masterpieces written by Noorul Hasan Noor. You can also find the complete poetry collection of Noorul Hasan Noor by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Noorul Hasan Noor' above.

Sawere Mein Bhi Haalat Sham Ki Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sawere Mein Bhi Haalat Sham Ki Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.