Hawas Kisi Ko Ho Dekhne Ki Jo Mauj-e-be-intiha-e-dariya, Urdu Ghazal By Nusrat Lakhnavi

Hawas Kisi Ko Ho Dekhne Ki Jo Mauj-e-be-intiha-e-dariya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nusrat Lakhnavi. Hawas Kisi Ko Ho Dekhne Ki Jo Mauj-e-be-intiha-e-dariya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hawas Kisi Ko Ho Dekhne Ki Jo Mauj-e-be-intiha-e-dariya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہوس کسی کو ہو دیکھنے کی جو موج بے انتہائے دریا

نصرت لکھنوی

ہوس کسی کو ہو دیکھنے کی جو موج بے انتہائے دریا

تو آ کے چشموں کو دیکھے میری کہ یاں سے ہے ابتدائے دریا

حباب ان کو نہ سمجھو یارو یہ اٹھتے پانی میں ہیں جو ہر دم

بدن کھلا جو کسی کا دیکھا کھلے ہیں یہ دیدہ‌ ہائے دریا

دورن‌ گرداب اب جو جا کر پھنسی ہے کشتی ہماری یا رب

سرکش یاس اب بھی ہے جو آنکھوں سے کیا کہیں ماجرائے دریا

سرشک چشم اور آہ سوزاں نے میرے اے وائے ایک پل میں

بہت سے جنگل کیے ہیں سرسبز اور کتنے سکھائے دریا

اٹھائے گا جب تلک نہ نصرتؔ تو ورطۂ عشق کی مشقت

تو ہاتھ آوے گا کیوں کہ تیرے وہ گوہر بے بہائے دریا

نصرت لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hawas Kisi Ko Ho Dekhne Ki Jo Mauj-e-be-intiha-e-dariya

Nusrat Lakhnavi

hawas kisi ko ho dekhne ki jo mauj-e-be-intiha-e-dariya
to aa ke chashmon ko dekhe meri ki yan se hai ibtida-e-dariya

habab un ko na samjho yaro ye uThte pani mein hain jo har-dam
badan khula jo kisi ka dekha khule hain ye ida-e-dariya

darun-e-girdab ab jo ja kar phansi hai kashti hamari yarab
sarishk-e-yas ab bhi hai jo aankhon se kya kahen majra-e-dariya

sarishk-e-chashm aur aah-e-sozan ne mere ai wae ek pal mein
bahut se jangal kiye hain sarsabz aur kitne sukhae dariya

uThaega jab talak na 'nusrat' tu warta-e-ishq ki mashaqqat
to hath aawega kyunki tere wo gauhar-e-be-baha-e-dariya

(478) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hawas Kisi Ko Ho Dekhne Ki Jo Mauj-e-be-intiha-e-dariya written by Nusrat Lakhnavi at UrduPoint. Hawas Kisi Ko Ho Dekhne Ki Jo Mauj-e-be-intiha-e-dariya is one of the masterpieces written by Nusrat Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Nusrat Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nusrat Lakhnavi' above.

Hawas Kisi Ko Ho Dekhne Ki Jo Mauj-e-be-intiha-e-dariya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hawas Kisi Ko Ho Dekhne Ki Jo Mauj-e-be-intiha-e-dariya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.