Andheri Raat Ko Din Ke Asar Mein Rakkha Hai, Urdu Ghazal By Nusrat Mehdi

Andheri Raat Ko Din Ke Asar Mein Rakkha Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nusrat Mehdi. Andheri Raat Ko Din Ke Asar Mein Rakkha Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Andheri Raat Ko Din Ke Asar Mein Rakkha Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اندھیری رات کو دن کے اثر میں رکھا ہے

نصرت مہدی

اندھیری رات کو دن کے اثر میں رکھا ہے

چراغ ہم نے تری رہ گزر میں رکھا ہے

یہ حوصلہ جو ابھی بال و پر میں رکھا ہے

تمہاری یاد کا جگنو سفر میں رکھا ہے

مکاں میں سونے کے شیشے کے لوگ ہوں جیسے

کسی کا نور کسی کی نظر میں رکھا ہے

یہ چاہتی ہوں انہی دائروں میں جاں دے دوں

کچھ اتنا سوز ہی رقص بھنور میں رکھا ہے

پلک جھپکتے ہی تحلیل ہو نہ جائے کہیں

ابھی تو خواب سا منظر نظر میں رکھا ہے

مجھے تو دھوپ کے موسم قبول تھے لیکن

یہ سایا کس نے مری دوپہر میں رکھا ہے

نصرت مہدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Andheri Raat Ko Din Ke Asar Mein Rakkha Hai

Nusrat Mehdi

andheri raat ko din ke asar mein rakkha hai
charagh hum ne teri rahguzar mein rakkha hai

ye hausla jo abhi baal-o-par mein rakkha hai
tumhaari yaad ka jugnu safar mein rakkha hai

makan mein sone ke shishe ke log hon jaise
kisi ka nur kisi ki nazar mein rakkha hai

ye chahti hun inhi daeron mein jaan de dun
kuchh itna soz hi raqs-e-bhanwar mein rakkha hai

palak jhapakte hi tahlil ho na jae kahin
abhi to KHwab sa manzar nazar mein rakkha hai

mujhe to dhup ke mausam qubul the lekin
ye saya kis ne meri dopahar mein rakkha hai

(537) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Andheri Raat Ko Din Ke Asar Mein Rakkha Hai written by Nusrat Mehdi at UrduPoint. Andheri Raat Ko Din Ke Asar Mein Rakkha Hai is one of the masterpieces written by Nusrat Mehdi. You can also find the complete poetry collection of Nusrat Mehdi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nusrat Mehdi' above.

Andheri Raat Ko Din Ke Asar Mein Rakkha Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Andheri Raat Ko Din Ke Asar Mein Rakkha Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.