Ye Na Samjho Ki Kisi Dard Ke Izhaar Mein Thi, Urdu Ghazal By Nusrat Mehdi

Ye Na Samjho Ki Kisi Dard Ke Izhaar Mein Thi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nusrat Mehdi. Ye Na Samjho Ki Kisi Dard Ke Izhaar Mein Thi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Na Samjho Ki Kisi Dard Ke Izhaar Mein Thi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ نہ سمجھو کہ کسی درد کے اظہار میں تھی

نصرت مہدی

یہ نہ سمجھو کہ کسی درد کے اظہار میں تھی

آرزو وقت کے ٹوٹے ہوئے پندار میں تھی

جانے کیا ڈھونڈھتا پھرتا تھا یہاں میرا وجود

اک اداسی مرے گھر کے در و دیوار میں تھی

میری تخئیل میں الفاظ کی زنجیریں تھیں

زندگی ورنہ زمانے تری رفتار میں تھی

کرتی پھرتی تھی اجالوں کی قبا میری تلاش

اور میں تھی کہ اندھیروں کے کسی غار میں تھی

لوگ سمجھے ہی نہیں میرے ہنر کو ورنہ

مجھ میں فن کار تھا پوشیدہ میں فن کار میں تھی

نصرت مہدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Na Samjho Ki Kisi Dard Ke Izhaar Mein Thi

Nusrat Mehdi

ye na samjho ki kisi dard ke izhaar mein thi
aarzu waqt ke TuTe hue pindar mein thi

jaane kya DhunDhta phirta tha yahan mera wajud
ek udasi mere ghar ke dar-o-diwar mein thi

meri taKHil mein alfaz ki zanjiren thin
zindagi warna zamane teri raftar mein thi

karti phirti thi ujalon ki qaba meri talash
aur main thi ki andheron ke kisi ghaar mein thi

log samjhe hi nahin mere hunar ko warna
mujh mein fankar tha poshida main fankar mein thi

(546) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Na Samjho Ki Kisi Dard Ke Izhaar Mein Thi written by Nusrat Mehdi at UrduPoint. Ye Na Samjho Ki Kisi Dard Ke Izhaar Mein Thi is one of the masterpieces written by Nusrat Mehdi. You can also find the complete poetry collection of Nusrat Mehdi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nusrat Mehdi' above.

Ye Na Samjho Ki Kisi Dard Ke Izhaar Mein Thi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Na Samjho Ki Kisi Dard Ke Izhaar Mein Thi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.