Mahbub-e-nazar Aap Ke Chehre Ki Ziya Hai, Urdu Ghazal By Nusrat Siddiqui

Mahbub-e-nazar Aap Ke Chehre Ki Ziya Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nusrat Siddiqui. Mahbub-e-nazar Aap Ke Chehre Ki Ziya Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mahbub-e-nazar Aap Ke Chehre Ki Ziya Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

محبوب نظر آپ کے چہرے کی ضیا ہے

نصرت صدیقی

محبوب نظر آپ کے چہرے کی ضیا ہے

مطلوب جبیں آپ کا نقش کف پا ہے

ہم نے ترے جلوے کا جسے عکس کہا ہے

لوگوں نے اسے پھول کا عنوان دیا ہے

ہنستے ہوئے تاروں کا گلا گھونٹ دیا ہے

سورج کی شعاعوں نے بڑا ظلم کیا ہے

مرتا ہے تو مر جائے کوئی میری بلا سے

مجھ کو مرے ماحول نے یہ درس دیا ہے

آنکھوں میں ہیں آنسو کہ اندھیرا ہے پر افشاں

جس چہرے کو دیکھا وہی دھندلا سا لگا ہے

نصرت صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mahbub-e-nazar Aap Ke Chehre Ki Ziya Hai

Nusrat Siddiqui

mahbub-e-nazar aap ke chehre ki ziya hai
matlub-e-jabin aap ka naqsh-e-kaf-e-pa hai

hum ne tere jalwe ka jise aks kaha hai
logon ne use phul ka unwan diya hai

hanste hue taron ka gala ghonT diya hai
suraj ki shuaon ne baDa zulm kiya hai

marta hai to mar jae koi meri bala se
mujh ko mere mahaul ne ye dars diya hai

aankhon mein hain aansu ki andhera hai pur-afshan
jis chehre ko dekha wahi dhundla sa laga hai

(639) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mahbub-e-nazar Aap Ke Chehre Ki Ziya Hai written by Nusrat Siddiqui at UrduPoint. Mahbub-e-nazar Aap Ke Chehre Ki Ziya Hai is one of the masterpieces written by Nusrat Siddiqui. You can also find the complete poetry collection of Nusrat Siddiqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nusrat Siddiqui' above.

Mahbub-e-nazar Aap Ke Chehre Ki Ziya Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mahbub-e-nazar Aap Ke Chehre Ki Ziya Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.