Na Ramz Mein Kisi Mani Mein Na Sawal Mein Hai, Urdu Ghazal By Nusrat Zehra

Na Ramz Mein Kisi Mani Mein Na Sawal Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nusrat Zehra. Na Ramz Mein Kisi Mani Mein Na Sawal Mein Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Ramz Mein Kisi Mani Mein Na Sawal Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ رمز میں کسی معنی میں نہ سوال میں ہے

نصرت زہرا

نہ رمز میں کسی معنی میں نہ سوال میں ہے

یہ میرا کھویا ہوا دل ترے خیال میں ہے

نہ اب سکون ملے نا اسے قرار کہیں

نہ اب خموش ہے دل اور نہ عرض حال میں ہے

تری جبیں پہ جو اک بار جگمگایا تھا

وہ اک ستارہ میرے لمحۂ وصال میں ہے

پلٹ کے تو نے جو دیکھا تو یوں لگا مجھ کو

کہ مرے پیار کا حاصل ترے کمال میں ہے

جو بیقرار تھی کہنے کو وہ زباں گنگ ہے

نہ زیست رہ گئی اس میں نہ یہ ملال میں ہے

نصرت زہرا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Ramz Mein Kisi Mani Mein Na Sawal Mein Hai

Nusrat Zehra

na ramz mein kisi mani mein na sawal mein hai
ye mera khoya hua dil tere KHayal mein hai

na ab sukun mile na ise qarar kahin
na ab KHamosh hai dil aur na arz-e-haal mein hai

teri jabin pe jo ek bar jagmagaya tha
wo ek sitara mere lamha-e-visal mein hai

palaT ke tu ne jo dekha to yun laga mujh ko
ki mere pyar ka hasil tere kamal mein hai

jo be-qarar thi kahne ko wo zaban gung hai
na zist rah gai is mein na ye malal mein hai

(913) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Ramz Mein Kisi Mani Mein Na Sawal Mein Hai written by Nusrat Zehra at UrduPoint. Na Ramz Mein Kisi Mani Mein Na Sawal Mein Hai is one of the masterpieces written by Nusrat Zehra. You can also find the complete poetry collection of Nusrat Zehra by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nusrat Zehra' above.

Na Ramz Mein Kisi Mani Mein Na Sawal Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Ramz Mein Kisi Mani Mein Na Sawal Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.