AaKHiri Manzar Ajab Aankhon Mein Hai, Urdu Ghazal By Nuzhat Abbasi

AaKHiri Manzar Ajab Aankhon Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nuzhat Abbasi. AaKHiri Manzar Ajab Aankhon Mein Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read AaKHiri Manzar Ajab Aankhon Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آخری منظر عجب آنکھوں میں ہے

نزہت عباسی

آخری منظر عجب آنکھوں میں ہے

جیسے صدیوں کا سفر لمحوں میں ہے

لمحہ لمحہ ساز دل خاموش سا

اک صدا بس گونجتی کانوں میں ہے

زندگی الجھا ہوا اک سلسلہ

پھانس اک چبھتی ہوئی سانسوں میں ہے

ربط جاں کا جسم سے ٹوٹا ہوا

چھوٹتا دامن ترا ہاتھوں میں ہے

کچھ فسانے یاد کچھ بھولے ہوئے

خواب سی اک شکل بھی آنکھوں میں ہے

نزہت عباسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

AaKHiri Manzar Ajab Aankhon Mein Hai

Nuzhat Abbasi

aaKHiri manzar ajab aankhon mein hai
jaise sadiyon ka safar lamhon mein hai

lamha lamha saz-e-dil KHamosh sa
ek sada bas gunjti kanon mein hai

zindagi uljha hua ek silsila
phans ek chubhti hui sanson mein hai

rabt-e-jaan ka jism se TuTa hua
chhuTta daman tera hathon mein hai

kuchh fasane yaad kuchh bhule hue
KHwab si ek shakl bhi aankhon mein hai

(566) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read AaKHiri Manzar Ajab Aankhon Mein Hai written by Nuzhat Abbasi at UrduPoint. AaKHiri Manzar Ajab Aankhon Mein Hai is one of the masterpieces written by Nuzhat Abbasi. You can also find the complete poetry collection of Nuzhat Abbasi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nuzhat Abbasi' above.

AaKHiri Manzar Ajab Aankhon Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like AaKHiri Manzar Ajab Aankhon Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.