Ek Dard Ki Lazzat Hi Sahi KHwahish-e-gham Mein, Urdu Ghazal By Nuzhat Abbasi

Ek Dard Ki Lazzat Hi Sahi KHwahish-e-gham Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nuzhat Abbasi. Ek Dard Ki Lazzat Hi Sahi KHwahish-e-gham Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Dard Ki Lazzat Hi Sahi KHwahish-e-gham Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اک درد کی لذت ہی سہی خواہش غم میں

نزہت عباسی

اک درد کی لذت ہی سہی خواہش غم میں

آنکھیں ہی نہ بہہ جائیں کہیں بارش غم میں

اس گھر کی سجاوٹ تو انوکھی ہے سدا سے

دل روز اجڑتا رہا آرائش غم میں

اتنا بھی سکوں پہلے تو حاصل ہی نہیں تھا

جتنا ہے میسر ابھی آسائش غم میں

اب دوسری دنیا ہی سنور جائے گی شاید

جنت کی تمنا ہے بہت کاوش غم میں

ہاں خلق بنائے گی یہاں روز فسانے

تم ساتھ زمانے کے رہو پرسش غم میں

نزہت عباسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Dard Ki Lazzat Hi Sahi KHwahish-e-gham Mein

Nuzhat Abbasi

ek dard ki lazzat hi sahi KHwahish-e-gham mein
aankhen hi na bah jaen kahin barish-e-gham mein

is ghar ki sajawaT to anokhi hai sada se
dil roz ujaDta raha aaraish-e-gham mein

itna bhi sukun pahle to hasil hi nahin tha
jitna hai mayassar abhi aasaish-e-gham mein

ab dusri duniya hi sanwar jaegi shayad
jannat ki tamanna hai bahut kawish-e-gham mein

han KHalq banaegi yahan roz fasane
tum sath zamane ke raho pursish-e-gham mein

(556) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Dard Ki Lazzat Hi Sahi KHwahish-e-gham Mein written by Nuzhat Abbasi at UrduPoint. Ek Dard Ki Lazzat Hi Sahi KHwahish-e-gham Mein is one of the masterpieces written by Nuzhat Abbasi. You can also find the complete poetry collection of Nuzhat Abbasi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nuzhat Abbasi' above.

Ek Dard Ki Lazzat Hi Sahi KHwahish-e-gham Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Dard Ki Lazzat Hi Sahi KHwahish-e-gham Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.