Lamhe Shumar Zat Bhi Karne Nahin Diye, Urdu Ghazal By Nuzhat Abbasi

Lamhe Shumar Zat Bhi Karne Nahin Diye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nuzhat Abbasi. Lamhe Shumar Zat Bhi Karne Nahin Diye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Lamhe Shumar Zat Bhi Karne Nahin Diye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لمحے شمار ذات بھی کرنے نہیں دئے

نزہت عباسی

لمحے شمار ذات بھی کرنے نہیں دئے

پورے یہ واجبات بھی کرنے نہیں دئے

پیش نظر ہیں اپنے مقدر کی تلخیاں

ان سے مطالبات بھی کرنے نہیں دئے

بدلے جو حرف لفظ کے معنی بدل گئے

محفوظ واقعات بھی کرنے نہیں دئے

دنیا کے سانحات نے دل کو رلا دیا

تحریر حادثات بھی کرنے نہیں دئے

موسم نئے تھے دل کے کنول کیوں نہ کھل سکے

کچھ عہد التفات بھی کرنے نہیں دئے

ملتی کوئی کلید ہی عرفان ذات کی

دنیا نے تجربات بھی کرنے نہیں دئے

نزہت عباسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Lamhe Shumar Zat Bhi Karne Nahin Diye

Nuzhat Abbasi

lamhe shumar zat bhi karne nahin diye
pure ye wajibaat bhi karne nahin diye

pesh-e-nazar hain apne muqaddar ki talKHiyan
un se mutalibaat bhi karne nahin diye

badle jo harf lafz ke mani badal gae
mahfuz waqiat bhi karne nahin diye

duniya ke sanehat ne dil ko rula diya
tahrir hadsat bhi karne nahin diye

mausam nae the dil ke kanwal kyun na khul sake
kuchh ahd-e-iltifat bhi karne nahin diye

milti koi kalid hi irfan-e-zat ki
duniya ne tajrabaat bhi karne nahin diye

(562) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Lamhe Shumar Zat Bhi Karne Nahin Diye written by Nuzhat Abbasi at UrduPoint. Lamhe Shumar Zat Bhi Karne Nahin Diye is one of the masterpieces written by Nuzhat Abbasi. You can also find the complete poetry collection of Nuzhat Abbasi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nuzhat Abbasi' above.

Lamhe Shumar Zat Bhi Karne Nahin Diye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Lamhe Shumar Zat Bhi Karne Nahin Diye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.