Meri Sada Ko Hawaen Bhi Qaid Karti Hain, Urdu Ghazal By Nuzhat Abbasi

Meri Sada Ko Hawaen Bhi Qaid Karti Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nuzhat Abbasi. Meri Sada Ko Hawaen Bhi Qaid Karti Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Meri Sada Ko Hawaen Bhi Qaid Karti Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مری صدا کو ہوائیں بھی قید کرتی ہیں

نزہت عباسی

مری صدا کو ہوائیں بھی قید کرتی ہیں

مری نگہ کو فضائیں بھی قید کرتی ہیں

جبھی تو کھل کے برستی ہیں ابر کی صورت

کہ میرے اشک گھٹائیں بھی قید کرتی ہیں

بس ایک حد ہے کہ آگے نکل نہیں پاتے

قدم قدم پہ وفائیں بھی قید کرتی ہیں

یہ اک حصار بناتی ہیں چار سو میرے

مجھے تو تیری دعائیں بھی قید کرتی ہیں

میں تیری یاد کی چادر کو اوڑھ لیتی ہوں

دلوں کے درد ردائیں بھی قید کرتی ہیں

نزہت عباسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Meri Sada Ko Hawaen Bhi Qaid Karti Hain

Nuzhat Abbasi

meri sada ko hawaen bhi qaid karti hain
meri nigah ko fazaen bhi qaid karti hain

jabhi to khul ke barasti hain abr ki surat
ki mere ashk ghaTaen bhi qaid karti hain

bas ek had hai ki aage nikal nahin pate
qadam qadam pe wafaen bhi qaid karti hain

ye ek hisar banati hain chaar su mere
mujhe to teri duaen bhi qaid karti hain

main teri yaad ki chadar ko oDh leti hun
dilon ke dard ridaen bhi qaid karti hain

(462) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Meri Sada Ko Hawaen Bhi Qaid Karti Hain written by Nuzhat Abbasi at UrduPoint. Meri Sada Ko Hawaen Bhi Qaid Karti Hain is one of the masterpieces written by Nuzhat Abbasi. You can also find the complete poetry collection of Nuzhat Abbasi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nuzhat Abbasi' above.

Meri Sada Ko Hawaen Bhi Qaid Karti Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Meri Sada Ko Hawaen Bhi Qaid Karti Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.