Ye Aur Baat Jigar LaKHt-laKHt Ho Jata, Urdu Ghazal By Nuzhat Abbasi

Ye Aur Baat Jigar LaKHt-laKHt Ho Jata is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nuzhat Abbasi. Ye Aur Baat Jigar LaKHt-laKHt Ho Jata comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Aur Baat Jigar LaKHt-laKHt Ho Jata on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ اور بات جگر لخت لخت ہو جاتا

نزہت عباسی

یہ اور بات جگر لخت لخت ہو جاتا

اس ایک پل کے لیے دل بھی سخت ہو جاتا

حضور شہ سر تسلیم خم جو کر دیتے

بنا ہے آج جو تختہ وہ تخت ہو جاتا

نصیب کاتب تقدیر ہی تو لکھتا ہے

ہمارا لکھا ہوا کیسے بخت ہو جاتا

پھر اس کے بعد سبھی منزلیں ہماری تھیں

یہ حوصلہ ہی سفر کا جو رخت ہو جاتا

اسے بھی چوس گئی زرد بیل فرقت کی

محبتوں کا وہ پودا درخت ہو جاتا

نزہت عباسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Aur Baat Jigar LaKHt-laKHt Ho Jata

Nuzhat Abbasi

ye aur baat jigar laKHt-laKHt ho jata
us ek pal ke liye dil bhi saKHt ho jata

huzur-e-shah sar-e-taslim KHam jo kar dete
bana hai aaj jo taKHta wo taKHt ho jata

nasib katib-e-taqdir hi to likhta hai
hamara likkha hua kaise baKHt ho jata

phir is ke ba'd sabhi manzilen hamari thin
ye hausla hi safar ka jo raKHt ho jata

use bhi chus gai zard bail furqat ki
mohabbaton ka wo pauda daraKHt ho jata

(456) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Aur Baat Jigar LaKHt-laKHt Ho Jata written by Nuzhat Abbasi at UrduPoint. Ye Aur Baat Jigar LaKHt-laKHt Ho Jata is one of the masterpieces written by Nuzhat Abbasi. You can also find the complete poetry collection of Nuzhat Abbasi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nuzhat Abbasi' above.

Ye Aur Baat Jigar LaKHt-laKHt Ho Jata is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Aur Baat Jigar LaKHt-laKHt Ho Jata, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.