Tujh But Ka Hun Main Barahman Kartar Ki Saugand Hai, Urdu Ghazal By Obaidullah Khan Mubtala

Tujh But Ka Hun Main Barahman Kartar Ki Saugand Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Obaidullah Khan Mubtala. Tujh But Ka Hun Main Barahman Kartar Ki Saugand Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tujh But Ka Hun Main Barahman Kartar Ki Saugand Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تجھ بت کا ہوں میں برہمن کرتار کی سوگند ہے

عبید اللہ خاں مبتلا

تجھ بت کا ہوں میں برہمن کرتار کی سوگند ہے

جپتا ہوں مالا یار کی زنار کی سوگند ہے

بانکا حسن سن کر ترا خوباں نے کھایا پیچ و تاب

اے نک‌ پلک تجھ چہرۂ بل دار کی سوگند ہے

خوباں کی خوبی ہے خزاں تیری بہار آنگے سدا

عاشق کوں اے گلفام تجھ رخسار کی سوگند ہے

رکھتا ہوں تجھ سوں چشم یہ دل اے مہ نور نظر

آ کے خبر اک روز مجھ بیمار کی سوگند ہے

دریائے وحدت میں ترے اے گوہر یکتائے حسن

پایا نہیں ثانی ترا سنسار کی سوگند ہے

بن ہار آئے گل رخاں تیرے گلے پڑنے کتیں

جیتا تو بارے حسن کے مضمار کی سوگند ہے

شرمندگی سوں جا چھپایا قوت اپنی کان میں

سن کر در افسانی تری گفتار کی سوگند ہے

شمشیر ابرو باندھ کر آیا سپاہی نین کا

دو ٹوک دل ہیں عاشقاں تلوار کی سوگند ہے

صحن چمن میں گلبدن تن زیب کیں تجھ جامہ کوں

نین سکھ ہے تیرا دیکھنا دیدار کی سوگند ہے

تجھ ہجر میں دل کی فغاں سوں آنکھ نئیں لگتی کبھی

کمخواب ہے مخمل مرا شب تار کی سوگند ہے

عشاق کوں رخصت کیا دے پاں خرد کا یار نے

روتا ہے نس دن مبتلاؔ گھر بار کی سوگند ہے

عبید اللہ خاں مبتلا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tujh But Ka Hun Main Barahman Kartar Ki Saugand Hai

Obaidullah Khan Mubtala

tujh but ka hun main barahman kartar ki saugand hai
japta hun mala yar ki zunnar ki saugand hai

banka husn sun kar tera KHuban ne khaya pech-o-tab
ai nuk-palak tujh chehra-e-bal-dar ki saugand hai

KHuban ki KHubi hai KHizan teri bahaar aange sada
aashiq kun ai gulfam tujh ruKHsar ki saugand hai

rakhta hun tujh sun chashm ye dil ai mah-e-nur-e-nazar
aa ke KHabar ek roz mujh bimar ki saugand hai

dariya-e-wahdat mein tere ai gauhar-e-yakta-e-husn
paya nahin sani tera sansar ki saugand hai

bin haar aae gul-ruKHan tere gale paDne katin
jita to bare husn ke mizmar ki saugand hai

sharmindagi sun ja chhupaya quwwat apni kan mein
sun kar dur-afsani teri guftar ki saugand hai

shamshir-e-abru bandh kar aaya sipahi nain ka
do Tok dil hain aashiqan talwar ki saugand hai

sehn-e-chaman mein gul-badan tan-zeb kin tujh jama kun
nain sukh hai tera dekhna didar ki saugand hai

tujh hijr mein dil ki fughan sun aankh nain lagti kabhi
kamKHwab hai maKHmal mera shab-e-tar ki saugand hai

ushshaq kun ruKHsat kiya de pan KHirad ka yar ne
rota hai nis din 'mubtala' ghar-bar ki saugand hai

(542) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tujh But Ka Hun Main Barahman Kartar Ki Saugand Hai written by Obaidullah Khan Mubtala at UrduPoint. Tujh But Ka Hun Main Barahman Kartar Ki Saugand Hai is one of the masterpieces written by Obaidullah Khan Mubtala. You can also find the complete poetry collection of Obaidullah Khan Mubtala by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Obaidullah Khan Mubtala' above.

Tujh But Ka Hun Main Barahman Kartar Ki Saugand Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tujh But Ka Hun Main Barahman Kartar Ki Saugand Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.