Kahani Kuchh Bhi Nahin Thi Bayan Ziyaada Tha, Urdu Ghazal By Obaidur Rahman

Kahani Kuchh Bhi Nahin Thi Bayan Ziyaada Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Obaidur Rahman. Kahani Kuchh Bhi Nahin Thi Bayan Ziyaada Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kahani Kuchh Bhi Nahin Thi Bayan Ziyaada Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کہانی کچھ بھی نہیں تھی بیاں زیادہ تھا

عبید الرحمان

کہانی کچھ بھی نہیں تھی بیاں زیادہ تھا

ذرا سی آگ لگی تھی دھواں زیادہ تھا

وہ کارواں میں نہ تھا ایسی کوئی بات نہیں

بچھڑ گیا تھا کہ وہ بد گماں زیادہ تھا

بس اس سبب سے نہ راس آ سکی ہمیں یہ زمیں

کہ اپنے ذہن میں یہ آسماں زیادہ تھا

میں اس کے ساتھ سفر کر سکا نہ دور تلک

کہ لفظ لفظ وہ مجھ پر عیاں زیادہ تھا

تو اس میں کیا ہے تعجب ہوئے جو آپ تباہ

عبیدؔ آپ پہ وہ مہرباں زیادہ تھا

عبید الرحمان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kahani Kuchh Bhi Nahin Thi Bayan Ziyaada Tha

Obaidur Rahman

kahani kuchh bhi nahin thi bayan ziyaada tha
zara si aag lagi thi dhuan ziyaada tha

wo karwan mein na tha aisi koi baat nahin
bichhaD gaya tha ki wo bad-guman ziyaada tha

bas is sabab se na ras aa saki hamein ye zamin
ki apne zehn mein ye aasman ziyaada tha

main us ke sath safar kar saka na dur talak
ki lafz lafz wo mujh par ayan ziyaada tha

to is mein kya hai tajjub hue jo aap tabah
'obaid' aap pe wo mehrban ziyaada tha

(582) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kahani Kuchh Bhi Nahin Thi Bayan Ziyaada Tha written by Obaidur Rahman at UrduPoint. Kahani Kuchh Bhi Nahin Thi Bayan Ziyaada Tha is one of the masterpieces written by Obaidur Rahman. You can also find the complete poetry collection of Obaidur Rahman by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Obaidur Rahman' above.

Kahani Kuchh Bhi Nahin Thi Bayan Ziyaada Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kahani Kuchh Bhi Nahin Thi Bayan Ziyaada Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.