Jahan Zamin Se JuDa Aasman Dikhta Hai, Urdu Ghazal By Om Prabhakar

Jahan Zamin Se JuDa Aasman Dikhta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Om Prabhakar. Jahan Zamin Se JuDa Aasman Dikhta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jahan Zamin Se JuDa Aasman Dikhta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جہاں زمیں سے جڑا آسمان دکھتا ہے

اوم پربھاکر

جہاں زمیں سے جڑا آسمان دکھتا ہے

اسی جگہ مجھے اپنا مکان دکھتا ہے

پناہ دشت میں آیا دبیز شہر سے میں

یہاں بھی جال شکاری مچان دکھتا ہے

سفر میں آیا مرے ایک شہر ایسا بھی

جہاں پہ دور سے امن و امان دکھتا ہے

نظر ہماری اگر ہو ذرا فقیرانہ

بہت سلیس یہ سارا جہان دکھتا ہے

سنبھل کے دیکھ کہ اے پیر میری ہستی میں

تجھے کہیں بھی خدا کا نشان دکھتا ہے

اوم پربھاکر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jahan Zamin Se JuDa Aasman Dikhta Hai

Om Prabhakar

jahan zamin se juDa aasman dikhta hai
usi jagah mujhe apna makan dikhta hai

panah-e-dasht mein aaya dabiz shahr se main
yahan bhi jal shikari machan dikhta hai

safar mein aaya mere ek shahr aisa bhi
jahan pe dur se amn-o-aman dikhta hai

nazar hamari agar ho zara faqirana
bahut salis ye sara jahan dikhta hai

sanbhal ke dekh ki ai pir meri hasti mein
tujhe kahin bhi KHuda ka nishan dikhta hai

(555) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jahan Zamin Se JuDa Aasman Dikhta Hai written by Om Prabhakar at UrduPoint. Jahan Zamin Se JuDa Aasman Dikhta Hai is one of the masterpieces written by Om Prabhakar. You can also find the complete poetry collection of Om Prabhakar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Om Prabhakar' above.

Jahan Zamin Se JuDa Aasman Dikhta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jahan Zamin Se JuDa Aasman Dikhta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.