Na Kar Pae Dushman Bhi Jo Dushmani Mein, Urdu Ghazal By Om Prakash Laghar

Na Kar Pae Dushman Bhi Jo Dushmani Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Om Prakash Laghar. Na Kar Pae Dushman Bhi Jo Dushmani Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Kar Pae Dushman Bhi Jo Dushmani Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ کر پائے دشمن بھی جو دشمنی میں

اوم پرکاش لاغر

نہ کر پائے دشمن بھی جو دشمنی میں

کیا ہے رفیقوں نے وہ دوستی میں

بزرگوں سے پایا ہے یہ راز ہم نے

ہے جینے کی لذت فقط سادگی میں

عبث ہے عبادت عبث اس کا تقویٰ

اگر آدمیت نہیں آدمی میں

فلک تک اگر تو گیا بھی تو کیا ہے

بہت فاصلہ ہے ابھی آگہی میں

زمانے کو اب کوئی کیسے بتائے

بڑی تیرگی ہے نئی روشنی میں

بہادر مرا ایک ہی بار لاغرؔ

کئی بار بزدل مرا زندگی میں

اوم پرکاش لاغر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Kar Pae Dushman Bhi Jo Dushmani Mein

Om Prakash Laghar

na kar pae dushman bhi jo dushmani mein
kiya hai rafiqon ne wo dosti mein

buzurgon se paya hai ye raaz hum ne
hai jine ki lazzat faqat sadgi mein

abas hai ibaadat abas is ka taqwa
agar aadamiyat nahin aadmi mein

falak tak agar tu gaya bhi to kya hai
bahut fasla hai abhi aagahi mein

zamane ko ab koi kaise batae
baDi tirgi hai nai raushni mein

bahadur mara ek hi bar 'laghar'
kai bar buzdil mara zindagi mein

(389) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Kar Pae Dushman Bhi Jo Dushmani Mein written by Om Prakash Laghar at UrduPoint. Na Kar Pae Dushman Bhi Jo Dushmani Mein is one of the masterpieces written by Om Prakash Laghar. You can also find the complete poetry collection of Om Prakash Laghar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Om Prakash Laghar' above.

Na Kar Pae Dushman Bhi Jo Dushmani Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Kar Pae Dushman Bhi Jo Dushmani Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.