Dil Mein Rahe Wo ShaKHs Ragon Mein Rawan Na Ho, Urdu Ghazal By Osama Khalid

Dil Mein Rahe Wo ShaKHs Ragon Mein Rawan Na Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Osama Khalid. Dil Mein Rahe Wo ShaKHs Ragon Mein Rawan Na Ho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Mein Rahe Wo ShaKHs Ragon Mein Rawan Na Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل میں رہے وہ شخص رگوں میں رواں نہ ہو

اسامہ خالد

دل میں رہے وہ شخص رگوں میں رواں نہ ہو

میں چاہتا ہوں زخم جگر کا نشاں نہ ہو

دستک سنی تو روح کی چیخیں نکل گئیں

جیسے کوئی بدن میں جہاں تھا وہاں نہ ہو

اک عمر ہو کہ جس میں میسر ہوں سگرٹیں

اک دوستی ہو جس میں یہ سود و زیاں نہ ہو

اک خوش کلام پوچھے تمہیں چاہیے سکوں

اک خوش کلام پوچھے مگر مجھ سے ہاں نہ ہو

میں چاہتا ہوں ایک ہو بس ایک ہم سفر

ایسا جو میرے دل کی طرح بد زباں نہ ہو

اسامہ خالد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Mein Rahe Wo ShaKHs Ragon Mein Rawan Na Ho

Osama Khalid

dil mein rahe wo shaKHs ragon mein rawan na ho
main chahta hun zaKHm-e-jigar ka nishan na ho

dastak suni to ruh ki chiKHen nikal gain
jaise koi badan mein jahan tha wahan na ho

ek umr ho ki jis mein mayassar hon cigareten
ek dosti ho jis mein ye sud-o-ziyan na ho

ek KHush-kalam puchhe tumhein chahiye sukun
ek KHush-kalam puchhe magar mujh se han na ho

main chahta hun ek ho bas ek ham-safar
aisa jo mere dil ki tarah bad-zaban na ho

(450) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Mein Rahe Wo ShaKHs Ragon Mein Rawan Na Ho written by Osama Khalid at UrduPoint. Dil Mein Rahe Wo ShaKHs Ragon Mein Rawan Na Ho is one of the masterpieces written by Osama Khalid. You can also find the complete poetry collection of Osama Khalid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Osama Khalid' above.

Dil Mein Rahe Wo ShaKHs Ragon Mein Rawan Na Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Mein Rahe Wo ShaKHs Ragon Mein Rawan Na Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.