Usi Ne Aadam Ke Naqsh-e-pa Ko Azal Kiya Tha Bharam Rakha Tha, Urdu Ghazal By Osama Khalid

Usi Ne Aadam Ke Naqsh-e-pa Ko Azal Kiya Tha Bharam Rakha Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Osama Khalid. Usi Ne Aadam Ke Naqsh-e-pa Ko Azal Kiya Tha Bharam Rakha Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Usi Ne Aadam Ke Naqsh-e-pa Ko Azal Kiya Tha Bharam Rakha Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اسی نے آدم کے نقش پا کو ازل کیا تھا بھرم رکھا تھا

اسامہ خالد

اسی نے آدم کے نقش پا کو ازل کیا تھا بھرم رکھا تھا

زمیں پہ جلوہ فگن نہ ہو کر بھی جس نے پہلا قدم رکھا تھا

ہم ایک ترتیب سے تمہاری اداس نظموں پہ رو چکے ہیں

کہ آنسوؤں اور خون کے بیچ ڈیڑھ سسکی کا سم رکھا تھا

ضعیف وقتوں میں اپنے کنبے کی ذمہ داری اٹھائی ہم نے

تمہارے ابو نے منہ دکھائی میں اس ہتھیلی پہ غم رکھا تھا

انہی گلوں سے اب آٹھویں سر کی میٹھی آواز آ رہی ہے

جنہوں نے ہجراں کی رات لرزش کے خاص عنصر کو کم رکھا تھا

اسے بتانا کہ اپنے دریاؤں کی حفاظت کے کام آئے

وہ پیڑ کشتی بنے ہوئے ہیں جنہوں نے صحرا میں نم رکھا تھا

اسامہ خالد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Usi Ne Aadam Ke Naqsh-e-pa Ko Azal Kiya Tha Bharam Rakha Tha

Osama Khalid

usi ne aadam ke naqsh-e-pa ko azal kiya tha bharam rakha tha
zamin pe jalwa-fagan na ho kar bhi jis ne pahla qadam rakha tha

hum ek tartib se tumhaari udas nazmon pe ro chuke hain
ki aansuon aur KHun ke beach DeDh siski ka sam rakha tha

zaif waqton mein apne kumbe ki zimmedari uThai hum ne
tumhaare abbu ne munh dikhai mein is hatheli pe gham rakha tha

inhi gulon se ab aaThwin sur ki miThi aawaz aa rahi hai
jinhon ne hijran ki raat larzish ke KHas unsur ko kam rakha tha

use batana ki apne dariyaon ki hifazat ke kaam aae
wo peD kashti bane hue hain jinhon ne sahra mein nam rakha tha

(570) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Usi Ne Aadam Ke Naqsh-e-pa Ko Azal Kiya Tha Bharam Rakha Tha written by Osama Khalid at UrduPoint. Usi Ne Aadam Ke Naqsh-e-pa Ko Azal Kiya Tha Bharam Rakha Tha is one of the masterpieces written by Osama Khalid. You can also find the complete poetry collection of Osama Khalid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Osama Khalid' above.

Usi Ne Aadam Ke Naqsh-e-pa Ko Azal Kiya Tha Bharam Rakha Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Usi Ne Aadam Ke Naqsh-e-pa Ko Azal Kiya Tha Bharam Rakha Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.