Koi Panw Safar Mein Rakh, Urdu Ghazal By Paikar Yazdani

Koi Panw Safar Mein Rakh is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Paikar Yazdani. Koi Panw Safar Mein Rakh comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Koi Panw Safar Mein Rakh on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کوئی پاؤں سفر میں رکھ

پیکر یزدانی

کوئی پاؤں سفر میں رکھ

موسم کو بستر میں رکھ

گھر کا خرچ نظر میں رکھ

کچھ پیسے بھی گھر میں رکھ

عزت جان بچائے جو

وہ فطرت خنجر میں رکھ

اچھا زیور خودداری

کم ظرفی مت سر میں رکھ

تپ کر کندن بنتا ہے

گردش کو ٹھوکر میں رکھ

پیکرؔ عیش جو کرنی ہے

بزنس دو نمبر میں رکھ

پیکر یزدانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Koi Panw Safar Mein Rakh

Paikar Yazdani

koi panw safar mein rakh
mausam ko bistar mein rakh

ghar ka KHarch nazar mein rakh
kuchh paise bhi ghar mein rakh

izzat jaan bachae jo
wo fitrat KHanjar mein rakh

achchha zewar KHuddari
kam-zarfi mat sar mein rakh

tap kar kundan banta hai
gardish ko Thokar mein rakh

'paikar' aish jo karni hai
business do number mein rakh

(536) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Koi Panw Safar Mein Rakh written by Paikar Yazdani at UrduPoint. Koi Panw Safar Mein Rakh is one of the masterpieces written by Paikar Yazdani. You can also find the complete poetry collection of Paikar Yazdani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Paikar Yazdani' above.

Koi Panw Safar Mein Rakh is a widely read Urdu Ghazal. If you like Koi Panw Safar Mein Rakh, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.