Duniya-jahan Ke Jam Chhalak Jaen Ret Par, Urdu Ghazal By Pallav Mishra

Duniya-jahan Ke Jam Chhalak Jaen Ret Par is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Pallav Mishra. Duniya-jahan Ke Jam Chhalak Jaen Ret Par comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Duniya-jahan Ke Jam Chhalak Jaen Ret Par on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دنیا جہاں کے جام چھلک جائیں ریت پر

پلو مشرا

دنیا جہاں کے جام چھلک جائیں ریت پر

کیا کیجیے کہ ہونٹ بہک جائیں ریت پر

پانی کی چاہ بھی ہو سمندر کا خوف بھی

لہروں کے ساتھ ساتھ ہمک جائیں ریت پر

گو لاکھ سیپیوں میں سمندر کی قید ہوں

موتی وہی جو پھر بھی جھلک جائیں ریت پر

کاسہ ہر اک صدف کا لٹا جائے اشرفی

لعل و جواہرات کھنک جائیں ریت پر

ٹک آنکھ تو بھی کھول کہ دریا کے لب کھلیں

ساتوں دشا کے دانت چمک جائیں ریت پر

چھن جائیں رس کے فرش سے دھرتی کے غار میں

اور آسماں کی چھت سے ٹپک جائیں ریت پر

رکھیے سفر میں سب کی تن آسانیوں کی خیر

ایسا نہ ہو کہ گھوڑے بدک جائیں ریت پر

سرگوشیوں کی موج کہاں لے کے جائے گی

ہم کچھ اگر جنون میں بک جائیں ریت پر

سورج کی آسماں پہ ستاروں کو ڈھانپ لے

ذروں سے آفتاب دمک جائیں ریت پر

دل کی دھڑکتی خاک سے ساحل بنائیے

پانی کے پاؤں آج تھرک جائیں ریت پر

پلو مشرا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Duniya-jahan Ke Jam Chhalak Jaen Ret Par

Pallav Mishra

duniya-jahan ke jam chhalak jaen ret par
kya kijiye ki honT bahak jaen ret par

pani ki chah bhi ho samundar ka KHauf bhi
lahron ke sath sath humak jaen ret par

go lakh sipiyon mein samundar key qaid hon
moti wahi jo phir bhi jhalak jaen ret par

kasa har ek sadaf ka luTa jae ashrafi
lal-o-jawaharaat khanak jaen ret par

Tuk aankh tu bhi khol ki dariya ke lab khulen
saton disha ke dant chamak jaen ret par

chhin jaen ras ke farsh se dharti ke ghaar mein
aur aasman ki chhat se Tapak jaen ret par

rakhiye safar mein sab ki tan-asaniyon ki KHair
aisa na ho ki ghoDe bidak jaen ret par

sargoshiyon ki mauj kahan le ke jaegi
hum kuchh agar junun mein bak jaen ret par

suraj ki aasman pe sitaron ko Dhanp le
zarron se aaftab damak jaen ret par

dil ki dhaDakti KHak se sahil banaiye
pani ke panw aaj thirak jaen ret par

(581) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Duniya-jahan Ke Jam Chhalak Jaen Ret Par written by Pallav Mishra at UrduPoint. Duniya-jahan Ke Jam Chhalak Jaen Ret Par is one of the masterpieces written by Pallav Mishra. You can also find the complete poetry collection of Pallav Mishra by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Pallav Mishra' above.

Duniya-jahan Ke Jam Chhalak Jaen Ret Par is a widely read Urdu Ghazal. If you like Duniya-jahan Ke Jam Chhalak Jaen Ret Par, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.