Lahu Mein Ghul Ghul Ke Bah Rahe The Ragon Ke Andar, Urdu Ghazal By Pallav Mishra

Lahu Mein Ghul Ghul Ke Bah Rahe The Ragon Ke Andar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Pallav Mishra. Lahu Mein Ghul Ghul Ke Bah Rahe The Ragon Ke Andar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Lahu Mein Ghul Ghul Ke Bah Rahe The Ragon Ke Andar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لہو میں گھل گھل کے بہہ رہے تھے رگوں کے اندر (ردیف .. ے)

پلو مشرا

لہو میں گھل گھل کے بہہ رہے تھے رگوں کے اندر

ہم اپنی مٹی میں کچھ روانی بچا رہے تھے

اسے خبر بھی نہیں ہم اس شب خاموش رہ کر

بچی ہوئی ہے جو اک کہانی بچا رہے تھے

یہ سوچ کس درجہ تشنگی سے مرے تھے ہم لوگ

کہ پانی پی نہیں رہے تھے پانی بچا رہے تھے

پلو مشرا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Lahu Mein Ghul Ghul Ke Bah Rahe The Ragon Ke Andar

Pallav Mishra

lahu mein ghul ghul ke bah rahe the ragon ke andar
hum apni miTTi mein kuchh rawani bacha rahe the

use KHabar bhi nahin hum us shab KHamosh rah kar
bachi hui hai jo ek kahani bacha rahe the

ye soch kis darja tishnagi se mare the hum log
ki pani pi nahin rahe the pani bacha rahe the

(488) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Lahu Mein Ghul Ghul Ke Bah Rahe The Ragon Ke Andar written by Pallav Mishra at UrduPoint. Lahu Mein Ghul Ghul Ke Bah Rahe The Ragon Ke Andar is one of the masterpieces written by Pallav Mishra. You can also find the complete poetry collection of Pallav Mishra by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Pallav Mishra' above.

Lahu Mein Ghul Ghul Ke Bah Rahe The Ragon Ke Andar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Lahu Mein Ghul Ghul Ke Bah Rahe The Ragon Ke Andar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.