Chand Mein Hai Koi Pari Shayad, Urdu Ghazal By Pankaj Subeer

Chand Mein Hai Koi Pari Shayad is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Pankaj Subeer. Chand Mein Hai Koi Pari Shayad comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Chand Mein Hai Koi Pari Shayad on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چاند میں ہے کوئی پری شاید

پنکج سبیر

چاند میں ہے کوئی پری شاید

اس لیے ہے یہ چاندنی شاید

لوگ اس کو مسیحا کہتے تھے

ویسے وہ بھی تھا آدمی شاید

دل کا دروازہ کھول رکھا ہے

یوں ہی آ جائے گا کوئی شاید

سانس آتی ہے سانس جاتی ہے

اس کو کہتے ہیں زندگی شاید

آپ کا ذکر ہو مسلسل ہو

بس یہی تو ہے شاعری شاید

میرے آنسو تمہاری آنکھوں میں

اب بھی باقی ہے دوستی شاید

پنکج سبیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Chand Mein Hai Koi Pari Shayad

Pankaj Subeer

chand mein hai koi pari shayad
is liye hai ye chandni shayad

log us ko masiha kahte the
waise wo bhi tha aadmi shayad

dil ka darwaza khol rakkha hai
yun hi aa jaega koi shayad

sans aati hai sans jati hai
is ko kahte hain zindagi shayad

aap ka zikr ho musalsal ho
bas yahi to hai shairi shayad

mere aansu tumhaari aankhon mein
ab bhi baqi hai dosti shayad

(481) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Chand Mein Hai Koi Pari Shayad written by Pankaj Subeer at UrduPoint. Chand Mein Hai Koi Pari Shayad is one of the masterpieces written by Pankaj Subeer. You can also find the complete poetry collection of Pankaj Subeer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Pankaj Subeer' above.

Chand Mein Hai Koi Pari Shayad is a widely read Urdu Ghazal. If you like Chand Mein Hai Koi Pari Shayad, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.