Adu Ke Hath Se Main Jam Le Kar Pi Nahin Sakta, Urdu Ghazal By Panna Lal Noor

Adu Ke Hath Se Main Jam Le Kar Pi Nahin Sakta is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Panna Lal Noor. Adu Ke Hath Se Main Jam Le Kar Pi Nahin Sakta comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Adu Ke Hath Se Main Jam Le Kar Pi Nahin Sakta on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عدو کے ہاتھ سے میں جام لے کر پی نہیں سکتا

پنا لعل نور

عدو کے ہاتھ سے میں جام لے کر پی نہیں سکتا

کسی کم ظرف کا احسان لے کر جی نہیں سکتا

کبھی جی چاہتا ہے نام لے کر زور سے چیخوں

نہ جانے نام کیوں ظالم کا پھر لے بھی نہیں سکتا

مرے دل نے زمانے میں کچھ اتنے زخم کھائے ہیں

مسیحا بھی دل صد چاک کو اب سی نہیں سکتا

مری تشنہ لبی پر نورؔ یہ بھی طنز ساقی ہے

بھرے ہیں ہر طرف جام و سبو اور پی نہیں سکتا

پنا لعل نور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Adu Ke Hath Se Main Jam Le Kar Pi Nahin Sakta

Panna Lal Noor

adu ke hath se main jam le kar pi nahin sakta
kisi kam-zarf ka ehsan le kar ji nahin sakta

kabhi ji chahta hai nam le kar zor se chiKHun
na jaane nam kyon zalim ka phir le bhi nahin sakta

mere dil ne zamane mein kuchh itne zaKHm khae hain
masiha bhi dil-e-sad-chaak ko ab si nahin sakta

meri tishna-labi par 'nur' ye bhi tanz-e-saqi hai
bhare hain har taraf jam-o-subu aur pi nahin sakta

(555) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Adu Ke Hath Se Main Jam Le Kar Pi Nahin Sakta written by Panna Lal Noor at UrduPoint. Adu Ke Hath Se Main Jam Le Kar Pi Nahin Sakta is one of the masterpieces written by Panna Lal Noor. You can also find the complete poetry collection of Panna Lal Noor by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Panna Lal Noor' above.

Adu Ke Hath Se Main Jam Le Kar Pi Nahin Sakta is a widely read Urdu Ghazal. If you like Adu Ke Hath Se Main Jam Le Kar Pi Nahin Sakta, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.